ab tak hamari umr ka bachpan nahin gaya
ghar se chale the jeb ke paise gira diye

Nashtar Khaanqahi
Nashtar Khaanqahi
Sherशेर
See all 8 →ab tak hamari umr ka bachpan nahin gaya
अब तक हमारी उम्र का बचपन नहीं गया
bichhaD kar us se sikha hai tasavvur ko badan karna
बिछड़ कर उस से सीखा है तसव्वुर को बदन करना
pursish-e-hal se gham aur na baDh jaa.e kahin
पुर्सिश-ए-हाल से ग़म और न बढ़ जाए कहीं
miri qimat ko sunte hain to gahak lauT jaate hain
मिरी क़ीमत को सुनते हैं तो गाहक लौट जाते हैं
main ghar basa ke samundar ke biich soya tha
मैं घर बसा के समुंदर के बीच सोया था
dhamak kahin ho larazti hain khiDkiyan meri
धमक कहीं हो लरज़ती हैं खिड़कियाँ मेरी
Popular Sher & Shayari
16 totalbichhaD kar us se sikha hai tasavvur ko badan karna
akele men use chhuna akele men sukhan karna
pursish-e-hal se gham aur na baDh jaa.e kahin
ham ne is Dar se kabhi haal na puchha apna
miri qimat ko sunte hain to gahak lauT jaate hain
bahut kamyab ho jo shai vo hoti hai giran aksar
main ghar basa ke samundar ke biich soya tha
uTha to aag ki lapTon men tha makan mira
dhamak kahin ho larazti hain khiDkiyan meri
ghaTa kahin ho Tapakta hai sa.eban mira
ab tak hamaari umr kaa bachpan nahin gayaa
ghar se chale the jeb ke paise giraa diye
pursish-e-haal se gham aur na baDh jaae kahin
ham ne is Dar se kabhi haal na puchhaa apnaa
main ghar basaa ke samundar ke biich soyaa thaa
uThaa to aag ki lapTon mein thaa makaan miraa
dhamak kahin ho larazti hain khiDkiyaan meri
ghaTaa kahin ho Tapaktaa hai saaebaan miraa
din nikalnaa thaa ki saare shahr mein bhagdaD machi
anginat khvaabon ke chehre bhiiD mein gum ho gae
har baar nayaa le ke jo fitna nahin aayaa
is umr mein aisaa koi lamha nahin aayaa
Ghazalग़ज़ल
dhajji dhajji jubba-o-dastaar hote dekhnaa
धज्जी धज्जी जुब्बा-ओ-दस्तार होते देखना
aage pahunchaa jal kaa dhaaraa bajraa pichhe chhuT gayaa
आगे पहुँचा जल का धारा बजरा पीछे छूट गया
ham naa-shanaas-e-raah the sab se judaa chale
हम नाशनास-ए-राह थे सब से जुदा चले
khiDkiyaan mat khol jins-e-jaan uThaa le jaaegaa
खिड़कियाँ मत खोल जिंस-ए-जाँ उठा ले जाएगा
musaafir khaana-e-imkaan mein bistar chhoD jaate the
मुसाफ़िर ख़ाना-ए-इम्काँ में बिस्तर छोड़ जाते थे
qahr thaa hijrat mein khud ko be-amaan karnaa tiraa
क़हर था हिजरत में ख़ुद को बे-अमाँ करना तिरा





