"ghol ke ghol mire sahn men aa baiThte hain ye parinde mujhe hijrat nahin karne dete"

Noman Badr
Noman Badr
Sherशेर
See all 10 →ghol ke ghol mire sahn men aa baiThte hain
ग़ोल के ग़ोल मिरे सहन में आ बैठते हैं
main kaaTa ja.unga sab ko 'aziz hote hue
मैं काटा जाऊँगा सब को 'अज़ीज़ होते हुए
tumhare saath ik duniya khaDi hai
तुम्हारे साथ इक दुनिया खड़ी है
hamare baa'd bhi tum qahqahe lagate ho
हमारे बा'द भी तुम क़हक़हे लगाते हो
ham ko khushiyan bhi udasi ke lifafe men milin
हम को ख़ुशियाँ भी उदासी के लिफ़ाफ़े में मिलीं
mujh pe khulta na kabhi lafz-e-mohabbat main ne
मुझ पे खुलता न कभी लफ़्ज़-ए-मोहब्बत मैं ने
Popular Sher & Shayari
20 total"main kaaTa ja.unga sab ko 'aziz hote hue saDak ke biich men aaya hua darakht huun main"
"tumhare saath ik duniya khaDi hai hamare saath to ham bhi nahin hain"
"hamare baa'd bhi tum qahqahe lagate ho tumhare baa'd to ham baat bhi nahin karte"
"ham ko khushiyan bhi udasi ke lifafe men milin ham sa bad-bakht zamane men nahin hai koi"
"mujh pe khulta na kabhi lafz-e-mohabbat main ne maan ko dekha to samajh aa.i mohabbat kya hai"
main kaaTaa jaaungaa sab ko 'aziz hote hue
saDak ke biich mein aayaa huaa darakht huun main
ye lamha jis mein ham aaj chhup kar gale mile hain
agar muqaddar nahin milaa to sazaa banegaa
ham ko khushiyaan bhi udaasi ke lifaafe mein milin
ham saa bad-bakht zamaane mein nahin hai koi
lafz-e-ehsaas ko tasvir nahin kar sakte
'ishq duniyaa ki zabaanon se baDaa hai shaayad
ghol ke ghol mire sahn mein aa baiThte hain
ye parinde mujhe hijrat nahin karne dete
hamaare baa'd bhi tum qahqahe lagaate ho
tumhaare baa'd to ham baat bhi nahin karte
Ghazalग़ज़ल
puraane ahd ke sikke kahaan chalaa rahe ho
पुराने अह्द के सिक्के कहाँ चला रहे हो
ham tire hone se logon pe ayaan hote hain
हम तिरे होने से लोगों पे अयाँ होते हैं
apni aavaaz ki zanjir se aazaad na kar
अपनी आवाज़ की ज़ंजीर से आज़ाद न कर
dil ne kyaa kyaa tire jaane pe duhaai nahin di
दिल ने क्या क्या तिरे जाने पे दुहाई नहीं दी
bahut hansaa thaa bahut udaasi se bhar gayaa huun
बहुत हँसा था बहुत उदासी से भर गया हूँ
dast-e-qaatil ko mohabbat kaa sabab karte hain
दस्त-ए-क़ातिल को मोहब्बत का सबब करते हैं





