Sher
isi falak se utarta hai ye andhera bhi
ye raushni bhi isi asman se aati hai
O
Obaidullah SiddiquiObaidullah Siddiqui
isi falak se utarta hai ye andhera bhi
इसी फ़लक से उतरता है ये अंधेरा भी
ye kis ka chehra damakta hai meri ankhon men
ये किस का चेहरा दमकता है मेरी आँखों में
pahle chingari se ik shola banata hai mujhe
पहले चिंगारी से इक शोला बनाता है मुझे
shaam hoti hai to mera hi fasana aksar
शाम होती है तो मेरा ही फ़साना अक्सर
zindagi ik khvab hai ye khvab ki tabir hai
ज़िंदगी इक ख़्वाब है ये ख़्वाब की ताबीर है
ye ankhen ye dimagh ye zakhmon ka ghar badan
ये आँखें ये दिमाग़ ये ज़ख़्मों का घर बदन
isi falak se utarta hai ye andhera bhi
ye raushni bhi isi asman se aati hai
ye kis ka chehra damakta hai meri ankhon men
ye kis ki yaad mujhe kahkashan se aati hai
pahle chingari se ik shola banata hai mujhe
phir vahi tez havaon se Darata hai mujhe
shaam hoti hai to mera hi fasana aksar
vo jo TuuTa hua taara hai sunata hai mujhe
zindagi ik khvab hai ye khvab ki tabir hai
halqa-e-gesu-e-duniya paanv ki zanjir hai
ye ankhen ye dimagh ye zakhmon ka ghar badan
sab mahv-e-khvab hain dil-e-be-tab ke siva
ye aankhein ye dimaagh ye zakhmon kaa ghar badan
sab mahv-e-khvaab hain dil-e-be-taab ke sivaa
isi falak se utartaa hai ye andheraa bhi
ye raushni bhi isi aasmaan se aati hai
ye kis kaa chehra damaktaa hai meri aankhon mein
ye kis ki yaad mujhe kahkashaan se aati hai
pahle chingaari se ik shola banaataa hai mujhe
phir vahi tez havaaon se Daraataa hai mujhe
shaam hoti hai to meraa hi fasaana aksar
vo jo TuuTaa huaa taaraa hai sunaataa hai mujhe
zindagi ik khvaab hai ye khvaab ki taabir hai
halqa-e-gesu-e-duniyaa paanv ki zanjir hai