yuun raat ga.e kis ko sada dete hain aksar
vo kaun hamara tha jo vapas nahin aaya

Qamar Abbas Qamar
Qamar Abbas Qamar
Sherशेर
See all 22 →yuun raat ga.e kis ko sada dete hain aksar
यूँ रात गए किस को सदा देते हैं अक्सर
pahaD peD nadi saath de rahe hain mira
पहाड़ पेड़ नदी साथ दे रहे हैं मिरा
main ro paDunga bahut bhinch ke gale na laga
मैं रो पड़ूँगा बहुत भींच के गले न लगा
bahut ghurur tha suraj ko apni shiddat par
बहुत ग़ुरूर था सूरज को अपनी शिद्दत पर
ye ehtijaj ajab hai khilaf-e-tegh-e-sitam
ये एहतिजाज अजब है ख़िलाफ़-ए-तेग़-ए-सितम
mere mathe pe ubhar aate the vahshat ke nuqush
मेरे माथे पे उभर आते थे वहशत के नुक़ूश
Popular Sher & Shayari
44 totalpahaD peD nadi saath de rahe hain mira
ye teri or mira akhiri safar to nahin
main ro paDunga bahut bhinch ke gale na laga
main pahle jaisa nahin huun kisi ka dukh hai mujhe
bahut ghurur tha suraj ko apni shiddat par
so ek pal hi sahi badalon se haar gaya
ye ehtijaj ajab hai khilaf-e-tegh-e-sitam
zamin men jazb nahin ho raha hai khuun mera
mere mathe pe ubhar aate the vahshat ke nuqush
meri miTTi kisi sahra se uTha.i ga.i thi
ab ki mumkin hai zamin khuun ki pyaasi na rahe
ik qabile ne meri baat nahin maani hai
tishna-lab aisaa ki honTon pe paDe hain chhaale
mutmain aisaa huun dariyaa ko bhi hairaani hai
mujhe bachaa le mire yaar soz-e-imshab se
ki ik sitaara-e-vahshat jabin se guzregaa
shiddat-e-gham se koi gham bhi nahin ho paayaa
jaane vaale tiraa maatam bhi nahin ho paayaa
akelaa-pan hai aur aisaa akelaa-pan jis mein
koi jo puchh le kuchh sab bataane lagte hain
hamaari raat kaa ik vaqt tai hai jis mein ham
tamaam bichhDe huon ko bulaane lagte hain
Ghazalग़ज़ल
apne girne ki khabar tak nahin paai main ne
अपने गिरने की ख़बर तक नहीं पाई मैं ने
mizaaj puchhte rahte ho mujh se kyon meraa
मिज़ाज पूछते रहते हो मुझ से क्यों मेरा
jab raat kaa aaseb bikhar jaataa hai mujh mein
जब रात का आसेब बिखर जाता है मुझ में
ye rut azaa ki hai shahr-e-hazin se guzregaa
ये रुत अज़ा की है शहर-ए-हज़ीं से गुज़रेगा
dil ko rone ke liye aankh mein bas paani hai
दिल को रोने के लिए आँख में बस पानी है
subh-e-ummid ki ik sham' jalaai gai thi
सुब्ह-ए-उम्मीद की इक शम' जलाई गई थी





