Sher
dair o kaaba se jo ho kar guzre
dost ki rahguzar yaad aa.i

Qamar Moradabadi
dair o kaaba se jo ho kar guzre
दैर ओ काबा से जो हो कर गुज़रे
manzilon ke nishan nahin milte
मंज़िलों के निशाँ नहीं मिलते
kisi ki raah men kanTe kisi ki raah men phuul
किसी की राह में काँटे किसी की राह में फूल
gham ki tauhin na kar gham ki shikayat kar ke
ग़म की तौहीन न कर ग़म की शिकायत कर के
yuun na milne ke sau bahane hain
यूँ न मिलने के सौ बहाने हैं
muddaton baad jo is raah se guzra huun 'qamar'
मुद्दतों बाद जो इस राह से गुज़रा हूँ 'क़मर'
dair o kaaba se jo ho kar guzre
dost ki rahguzar yaad aa.i
manzilon ke nishan nahin milte
tum agar na-gahan nahin milte
kisi ki raah men kanTe kisi ki raah men phuul
hamari raah men tufan hai dekhiye kya ho
gham ki tauhin na kar gham ki shikayat kar ke
dil rahe ya na rahe azmat-e-gham rahne de
yuun na milne ke sau bahane hain
milne vaale kahan nahin milte
muddaton baad jo is raah se guzra huun 'qamar'
ahd-e-rafta ko bahut yaad kiya hai main ne
muddaton baad jo is raah se guzraa huun 'qamar'
ahd-e-rafta ko bahut yaad kiyaa hai main ne
harf aane na diyaa ishq ki khuddaari par
kaam naakaam tamannaa se liyaa hai main ne
kisi ki raah mein kaanTe kisi ki raah mein phuul
hamaari raah mein tufaan hai dekhiye kyaa ho
gham ki tauhin na kar gham ki shikaayat kar ke
dil rahe yaa na rahe azmat-e-gham rahne de
yuun na milne ke sau bahaane hain
milne vaale kahaan nahin milte
jis qadar jazb-e-mohabbat kaa asar hotaa gayaa
ishq khud tark o talab se be-khabar hotaa gayaa