jaise nizam-e-dahr pe ho dastaras unhen
zulfen khuli udhar ki idhar raat ho ga.i

Raaz Muradabadi
Raaz Muradabadi
Sherशेर
See all 31 →jaise nizam-e-dahr pe ho dastaras unhen
जैसे निज़ाम-ए-दहर पे हो दस्तरस उन्हें
har ik shikast-e-tamanna pe muskurate hain
हर इक शिकस्त-ए-तमन्ना पे मुस्कुराते हैं
kisi ke vada-e-sabr-azma ki khair ki ham
किसी के वादा-ए-सब्र-आज़मा की ख़ैर कि हम
hashr tak ab koi parde men rahe
हश्र तक अब कोई पर्दे में रहे
taghaful ik hasin dhoka hai naseh
तग़ाफ़ुल इक हसीं धोका है नासेह
rang-o-bu ke parde men kaun ye khiraman hai
रंग-ओ-बू के पर्दे में कौन ये ख़िरामाँ है
Popular Sher & Shayari
61 totalhar ik shikast-e-tamanna pe muskurate hain
vo kya karen jo musalsal fareb khate hain
kisi ke vada-e-sabr-azma ki khair ki ham
ab e'tibar ki had se guzarte jaate hain
hashr tak ab koi parde men rahe
ham hi mansur hue jaate hain
taghaful ik hasin dhoka hai naseh
mohabbat azma.i ja rahi hai
rang-o-bu ke parde men kaun ye khiraman hai
har nafas mo.attar hai har nazar ghazal-khvan hai
vo kyaa chhuTe hayaat ke 'unvaan badal gae
duniyaa samajh rahi hai abhi ji rahaa huun main
dil ki be-kaifiyon ko kyaa kiije
fasl-e-gul hai magar bahaar nahin
khud kiyaa tark-e-ta'alluq ham se
khud hi ranjur hue jaate hain
allah-re iltifaat-o-nadaamat ki saazishein
nazrein milin talaafi-e-maafaat ho gai
rukte nahin hain paa-e-jihat-aashnaa kahin
manzil bhi ek sang-e-nishaan rah-guzar mein hai
miri samt manzil ko baDhte jo dekhaa
miraa saath chhoDaa mire rahnumaa ne
Ghazalग़ज़ल
ye kis ki aarzu dil-e-shorida-sar mein hai
ये किस की आरज़ू दिल-ए-शोरीदा-सर में है
khuddaari-e-nigaah ko rusvaa na kijiye
ख़ुद्दारी-ए-निगाह को रुस्वा न कीजिए
na mahram hai na koi raaz-daan hai
न महरम है न कोई राज़-दाँ है
kahaan ke jaam-o-subu kyaa tulua-e-mai-khaana
कहाँ के जाम-ओ-सुबू क्या तुलूअ'-ए-मय-ख़ाना
ye rang hai to kahaan zabt kaa rahegaa bharam
ये रंग है तो कहाँ ज़ब्त का रहेगा भरम
ab mujhe ranj kyon na ho is dil-e-sogvaar se
अब मुझे रंज क्यों न हो इस दिल-ए-सोगवार से





