"udaas dekh ke mujh ko chaman dikhata hai ka.i baras men hua hai mizaj-dan sayyad"
Rind Lakhnavi
Rind Lakhnavi
Sherशेर
See all 51 →udaas dekh ke mujh ko chaman dikhata hai
उदास देख के मुझ को चमन दिखाता है
muzhda-bad ai bada-khvaro daur-e-va.iz ho chuka
मुज़्दा-बाद ऐ बादा-ख़्वारो दौर-ए-वाइज़ हो चुका
bachega na kavish se mizhgan ki dil
बचेगा न काविश से मिज़्गाँ की दिल
aa andalib mil ke karen ah-o-zariyan
आ अंदलीब मिल के करें आह-ओ-ज़ारियाँ
TuuTe but masjid bani mismar but-khana hua
टूटे बुत मस्जिद बनी मिस्मार बुत-ख़ाना हुआ
ai shab-e-furqat na kar mujh par azaab
ऐ शब-ए-फ़ुर्क़त न कर मुझ पर अज़ाब
Popular Sher & Shayari
102 total"muzhda-bad ai bada-khvaro daur-e-va.iz ho chuka madrase khode ga.e ta.amir mai-khana hua"
"bachega na kavish se mizhgan ki dil ki nashtar bahut aabla ek hai"
"aa andalib mil ke karen ah-o-zariyan tu haa.e gul pukar main chilla.un haa.e dil"
"TuuTe but masjid bani mismar but-khana hua jab to ik surat bhi thi ab saaf virana hua"
"ai shab-e-furqat na kar mujh par azaab main ne tera munh nahin kaala kiya"
maut aa jaae qaid mein sayyaad
aarzu ho agar rihaai ki
ham jo kahte hain saraasar hai ghalat
sab bajaa aap jo farmaaiyegaa
kaafir huun na phunkun jo tire kaabe mein ai shaikh
naaqus baghal mein hai musallaa na samajhnaa
mai pilaa aisi ki saaqi na rahe hosh mujhe
ek saaghar se do aalam hon faraamosh mujhe
mai-kash huun vo ki puchhtaa huun uTh ke hashr mein
kyuun ji sharaab ki hain dukaanein yahaan kahin
agari kaa hai gumaan shak hai malaagiri kaa
rang laayaa hai dupaTTa tiraa mailaa ho kar
Ghazalग़ज़ल
jalan dil ki likkhein jo ham dil-jale
जलन दिल की लिक्खें जो हम दिल-जले
gale lagaaein balaaein lein tum ko pyaar karein
गले लगाएँ बलाएँ लें तुम को प्यार करें
aaj inkaar na farmaaiye aap
आज इंकार न फ़रमाइए आप
chhup ke ghar ghair ke jaayaa na karo
छुप के घर ग़ैर के जाया न करो
zulfein chhoDin hain ki joDaa us ne chhoDaa saanp kaa
ज़ुल्फ़ें छोड़ीं हैं कि जोड़ा उस ने छोड़ा साँप का





