ajiib hote hain adab-e-rukhsat-e-mahfil
ki vo bhi uTh ke gaya jis ka ghar na tha koi

Sahar Ansari
Sahar Ansari
Sherशेर
See all 16 →ajiib hote hain adab-e-rukhsat-e-mahfil
अजीब होते हैं आदाब-ए-रुख़स्त-ए-महफ़िल
ye marna jiina bhi shayad majburi ki do lahren hain
ये मरना जीना भी शायद मजबूरी की दो लहरें हैं
shayad ki vo vaqif nahin adab-e-safar se
शायद कि वो वाक़िफ़ नहीं आदाब-ए-सफ़र से
ham ko jannat ki faza se bhi ziyada hai aziiz
हम को जन्नत की फ़ज़ा से भी ज़ियादा है अज़ीज़
dilon ka haal to ye hai ki rabt hai na gurez
दिलों का हाल तो ये है कि रब्त है न गुरेज़
shikva-e-talkhi-e-halat baja hai lekin
शिकवा-ए-तलख़ी-ए-हालात बजा है लेकिन
Popular Sher & Shayari
32 totalye marna jiina bhi shayad majburi ki do lahren hain
kuchh soch ke marna chaha tha kuchh soch ke jiina chaha hai
shayad ki vo vaqif nahin adab-e-safar se
paani men jo qadmon ke nishan DhunD raha tha
ham ko jannat ki faza se bhi ziyada hai aziiz
yahi be-rang si duniya yahi be-mehr se log
dilon ka haal to ye hai ki rabt hai na gurez
mohabbaten to ga.iin thi adavaten bhi ga.iin
shikva-e-talkhi-e-halat baja hai lekin
is pe rota huun ki main ne bhi rulaya hai tujhe
ajiib hote hain aadaab-e-rukhsat-e-mahfil
ki vo bhi uTh ke gayaa jis kaa ghar na thaa koi
tang aate bhi nahin kashmakash-e-dahr se log
kyaa tamaashaa hai ki marte bhi nahin zahr se log
mahfil-aaraai hamaari nahin ifraat kaa naam
koi ho yaa ki na ho aap to aae hue hain
ham ko jannat ki fazaa se bhi ziyaada hai aziiz
yahi be-rang si duniyaa yahi be-mehr se log
jise guzaar gae ham baDe hunar ke saath
vo zindagi thi hamaari hunar na thaa koi
ye marnaa jiinaa bhi shaayad majburi ki do lahrein hain
kuchh soch ke marnaa chaahaa thaa kuchh soch ke jiinaa chaahaa hai
Ghazalग़ज़ल
marhale ziist ke dushvaar abhi ho jaaein
मरहले ज़ीस्त के दुश्वार अभी हो जाएँ
ham ahl-e-zarf ki gham-khaana-e-hunar mein rahe
हम अहल-ए-ज़र्फ़ कि ग़म-ख़ाना-ए-हुनर में रहे
haath aa sakaa hai silsila-e-jism-o-jaan kahaan
हाथ आ सका है सिलसिला-ए-जिस्म-ओ-जाँ कहाँ
paimaana-e-haal ho gae ham
पैमाना-ए-हाल हो गए हम
na kisi se karam ki umiid rakhein na kisi ke sitam kaa khayaal karein
न किसी से करम की उमीद रखें न किसी के सितम का ख़याल करें
kahin vo chehra-e-zebaa nazar nahin aayaa
कहीं वो चेहरा-ए-ज़ेबा नज़र नहीं आया





