"pabandi-e-ahkam-e-shari.at hai vahan farz rindon ko rukh-e-saqi-o-saghar hue makhsus"

Sahir Dehlavi
Sahir Dehlavi
Sherशेर
See all 23 →pabandi-e-ahkam-e-shari.at hai vahan farz
पाबंदी-ए-अहकाम-ए-शरीअत है वहाँ फ़र्ज़
mil-mila ke donon ne dil ko kar diya barbad
मिल-मिला के दोनों ने दिल को कर दिया बरबाद
tha anal-haq lab-e-mansur pe kya aap se aap
था अनल-हक़ लब-ए-मंसूर पे क्या आप से आप
naqsh-e-qadam hain raah men farhad-o-qais ke
नक़्श-ए-क़दम हैं राह में फ़रहाद-ओ-क़ैस के
yuun to har diin men hai sahab-e-iman hona
यूँ तो हर दीन में है साहब-ए-ईमाँ होना
sher kya hai aah hai ya vaah hai
शेर क्या है आह है या वाह है
Popular Sher & Shayari
46 total"mil-mila ke donon ne dil ko kar diya barbad husn ne kiya be-khud ishq ne kiya azad"
"tha anal-haq lab-e-mansur pe kya aap se aap tha jo parde men chhupa bol uTha aap se aap"
"naqsh-e-qadam hain raah men farhad-o-qais ke ai ishq khinch kar mujhe laaya idhar kahan"
"yuun to har diin men hai sahab-e-iman hona ham ko ik but ne sikhaya hai musalman hona"
"sher kya hai aah hai ya vaah hai jis se har dil ki ubhar aati hai choT"
main divaana huun aur dair-o-haram se mujh ko vahshat hai
paDi rahne do mere paanv mein zanjir-e-mai-khaana
azal se ham-nafasi hai jo jaan-e-jaan se hamein
payaam dam-ba-dam aataa hai laa-makaan se hamein
thaa anal-haq lab-e-mansur pe kyaa aap se aap
thaa jo parde mein chhupaa bol uThaa aap se aap
ayaan 'alim' se hai jism-o-jaan kaa ilhaaq
makin makaan mein na hotaa to laa-makaan hotaa
sher kyaa hai aah hai yaa vaah hai
jis se har dil ki ubhar aati hai choT
naqsh-e-qadam hain raah mein farhaad-o-qais ke
ai ishq khinch kar mujhe laayaa idhar kahaan
Ghazalग़ज़ल
ayaan ho rang mein aur misl-e-bu gul mein nihaan bhi ho
अयाँ हो रंग में और मिस्ल-ए-बू गुल में निहाँ भी हो
darmiyaan-e-jism-o-jaan hai ik ajab surat ki aaD
दरमियान-ए-जिस्म-ओ-जाँ है इक अजब सूरत की आड़
but-parasti ke sanam-khaane kaa aasaar na toD
बुत-परस्ती के सनम-ख़ाने का आसार न तोड़
jalaa hai kis qadar dil zauq-e-kaavish-haa-e-mizhgaan par
जला है किस क़दर दिल ज़ौक़-ए-काविश-हा-ए-मिज़्गाँ पर
fazaa-e-aalam-e-qudsi mein hai nashv-o-numaa meri
फ़ज़ा-ए-आलम-ए-क़ुदसी में है नश्व-ओ-नुमा मेरी
rusvaa-e-ishq mein tiraa shaidaa kahein jise
रुस्वा-ए-इश्क़ में तिरा शैदा कहें जिसे





