Sher
"shabnam ne ro ke ji zara halka to kar liya gham us ka puchhiye jo na aansu baha sake"

Salam Sandelvi
shabnam ne ro ke ji zara halka to kar liya
शबनम ने रो के जी ज़रा हल्का तो कर लिया
kya isi ko bahar kahte hain
क्या इसी को बहार कहते हैं
khushi ke phuul khile the tumhare saath kabhi
ख़ुशी के फूल खिले थे तुम्हारे साथ कभी
kaTegi kaise gul-e-nau ki zindagi ya-rab
कटेगी कैसे गुल-ए-नौ की ज़िंदगी या-रब
ye to ma.alum hai un tak na sada pahunchegi
ये तो मालूम है उन तक न सदा पहुँचेगी
sau baar aa.i honTon pe jhuTi hansi magar
सौ बार आई होंटों पे झूटी हँसी मगर
"shabnam ne ro ke ji zara halka to kar liya gham us ka puchhiye jo na aansu baha sake"
"kya isi ko bahar kahte hain lala-o-gul se khuun Tapakta hai"
"khushi ke phuul khile the tumhare saath kabhi phir is ke baa'd na aaya bahar ka mausam"
"kaTegi kaise gul-e-nau ki zindagi ya-rab ki is gharib ka khanon men ghar abhi se hai"
"ye to ma.alum hai un tak na sada pahunchegi jaane kya soch ke avaz diye jaata huun"
"sau baar aa.i honTon pe jhuTi hansi magar ik baar bhi na dil se kabhi muskura sake"
sau baar aai honTon pe jhuTi hansi magar
ik baar bhi na dil se kabhi muskuraa sake
shabnam ne ro ke ji zaraa halkaa to kar liyaa
gham us kaa puchhiye jo na aansu bahaa sake
khushi ke phuul khile the tumhaare saath kabhi
phir is ke baa'd na aayaa bahaar kaa mausam
kaTegi kaise gul-e-nau ki zindagi yaa-rab
ki is gharib kaa khaanon mein ghar abhi se hai
bahut ummid thi manzil pe jaa kar chain paaeinge
magar manzil pe jab pahunche to nazm-e-kaarvaan badlaa
tira-o-taar fazaaon mein jiyaa huun ab tak
nikhat-o-nur ke ayyaam ki hasrat hi rahi