"dil husn ko daan de raha huun gahak ko dukan de raha huun"

Saleem Ahmed
Saleem Ahmed
Sherशेर
See all 70 →dil husn ko daan de raha huun
दिल हुस्न को दान दे रहा हूँ
haal mat puchh mohabbat ka hava hai kuchh aur
हाल मत पूछ मोहब्बत का हवा है कुछ और
dar-ba-dar Thokaren kha.in to ye malum hua
दर-ब-दर ठोकरें खाईं तो ये मालूम हुआ
ghaas men jazb hue honge zamin ke aansu
घास में जज़्ब हुए होंगे ज़मीं के आँसू
na jaane sher men kis dard ka havala tha
न जाने शेर में किस दर्द का हवाला था
main tujh ko kitna chahta huun
मैं तुझ को कितना चाहता हूँ
Popular Sher & Shayari
140 total"haal mat puchh mohabbat ka hava hai kuchh aur la ke kis ne ye sar-e-rah diya rakkha hai"
"dar-ba-dar Thokaren kha.in to ye malum hua ghar kise kahte hain kya chiiz hai be-ghar hona"
"ghaas men jazb hue honge zamin ke aansu paanv rakhta huun to halki si nami lagti hai"
"na jaane sher men kis dard ka havala tha ki jo bhi lafz tha vo dil dukhane vaala tha"
"main tujh ko kitna chahta huun ye kahna ghair-zaruri hai"
khush-numaa lafzon ki rishvat de ke raazi kijiye
ruuh ki tauhin par aamaada rahtaa hai badan
main gham ko basaa rahaa huun dil mein
be-ghar ko makaan de rahaa huun
ghar mein kuchh kam hai ye ehsaas bhi hotaa hai 'salim'
ye bhi khultaa nahin kis shai ki kami lagti hai
jaane andar kyaa huaa main shor sun kar ai 'salim'
us jagah pahunchaa to dekhaa band vo darvaaza thaa
ik aag si jalti rahi taa-umr lahu mein
ham apne hi ehsaas mein pakte rahe taa-der
jitnaa aankh se kam dekhun
utni duur dikhaai de
Ghazalग़ज़ल
nayaa mazmun kitaab-e-zist kaa huun
नया मज़मूँ किताब-ए-ज़ीस्त का हूँ
ye khvaab aur bhi dekheinge raat baaqi hai
ये ख़्वाब और भी देखेंगे रात बाक़ी है
tire saanche mein Dhaltaa jaa rahaa huun
तिरे साँचे में ढलता जा रहा हूँ
jo baat dil mein thi vo kab zabaan par aai
जो बात दिल में थी वो कब ज़बान पर आई
manzil-e-be-jahat ki khair sai-e-safar hai raaegaan
मंज़िल-ए-बे-जहत की ख़ैर सई-ए-सफ़र है राएगाँ
koi sitaara-e-girdaab aashnaa thaa main
कोई सितारा-ए-गिर्दाब आश्ना था मैं





