Sher
"na rahe bagh-e-jahan men kabhi aram se ham phans ga.e qaid-e-qafas men jo chhuTe daam se ham"
S
Santokh Rai BetabSantokh Rai Betab
na rahe bagh-e-jahan men kabhi aram se ham
न रहे बाग़-ए-जहाँ में कभी आराम से हम
chashm-e-bad-dur ajab khush-qad-o-qamat hoga
चश्म-ए-बद-दूर अजब ख़ुश-क़द-ओ-क़ामत होगा
khuda kisi ko giraftar zulf ka na kare
ख़ुदा किसी को गिरफ़्तार ज़ुल्फ़ का न करे
apne maz.hab men hai ik shart tariq-e-ikhlas
अपने मज़हब में है इक शर्त तरीक़-ए-इख़्लास
aah di siine men atish kaun si be-dard ne
आह दी सीने में आतिश कौन सी बे-दर्द ने
mohabbat ki bhi kya hotin nahin ai ham-nashin rahen
मोहब्बत की भी क्या होतीं नहीं ऐ हम-नशीं राहें
"na rahe bagh-e-jahan men kabhi aram se ham phans ga.e qaid-e-qafas men jo chhuTe daam se ham"
"chashm-e-bad-dur ajab khush-qad-o-qamat hoga abhi fitna hai koi din men qayamat hoga"
"khuda kisi ko giraftar zulf ka na kare nasib men kisi kafir ke ye bala na kare"
"apne maz.hab men hai ik shart tariq-e-ikhlas kuchh gharaz kufr se rakhte hain na islam se ham"
"aah di siine men atish kaun si be-dard ne dil se le kar munh talak umDa hua ik dard hai"
"mohabbat ki bhi kya hotin nahin ai ham-nashin rahen ki khuban yuun hamen dukh den, ham un ko is tarah chahen"
khudaa kisi ko giraftaar zulf kaa na kare
nasib mein kisi kaafir ke ye balaa na kare
chashm-e-bad-dur ajab khush-qad-o-qaamat hogaa
abhi fitna hai koi din mein qayaamat hogaa
na rahe baagh-e-jahaan mein kabhi aaraam se ham
phans gae qaid-e-qafas mein jo chhuTe daam se ham
apne mazhab mein hai ik shart tariq-e-ikhlaas
kuchh gharaz kufr se rakhte hain na islaam se ham
aah di siine mein aatish kaun si be-dard ne
dil se le kar munh talak umDaa huaa ik dard hai
mohabbat ki bhi kyaa hotin nahin ai ham-nashin raahein
ki khubaan yuun hamein dukh dein, ham un ko is tarah chaahein