pareshan hone valon ko sukun kuchh mil bhi jaata hai
pareshan karne valon ki pareshani nahin jaati

Seemab Akbarabadi
Seemab Akbarabadi
Sherशेर
See all 46 →pareshan hone valon ko sukun kuchh mil bhi jaata hai
परेशाँ होने वालों को सुकूँ कुछ मिल भी जाता है
miri khamoshiyon par duniya mujh ko ta.an deti hai
मिरी ख़ामोशियों पर दुनिया मुझ को तअन देती है
vo duniya thi jahan tum band karte the zaban meri
वो दुनिया थी जहाँ तुम बंद करते थे ज़बाँ मेरी
markaz pe apne dhuup simaTti hai jis tarah
मरकज़ पे अपने धूप सिमटती है जिस तरह
khulus-e-dil se sajda ho to us sajde ka kya kahna
ख़ुलूस-ए-दिल से सज्दा हो तो उस सज्दे का क्या कहना
roz kahta huun ki ab un ko na dekhunga kabhi
रोज़ कहता हूँ कि अब उन को न देखूँगा कभी
Popular Sher & Shayari
92 totalmiri khamoshiyon par duniya mujh ko ta.an deti hai
ye kya jaane ki chup rah kar bhi ki jaati hain taqriren
vo duniya thi jahan tum band karte the zaban meri
ye mahshar hai yahan sunni paDegi dastan meri
markaz pe apne dhuup simaTti hai jis tarah
yuun rafta rafta tere qarib aa raha huun main
khulus-e-dil se sajda ho to us sajde ka kya kahna
vahin ka.aba sarak aaya jabin ham ne jahan rakh di
roz kahta huun ki ab un ko na dekhunga kabhi
rose us kuche men ik kaam nikal aata hai
dekhte rahte hain chhup-chhup ke muraqqaa teraa
kabhi aati hai havaa bhi to chhupaa lete hain
tujhe daanista mahfil mein jo dekhaa ho to mujrim huun
nazar aakhir nazar hai be-iraada uTh gai hogi
manzil mili muraad mili muddaaa milaa
sab kuchh mujhe milaa jo tiraa naqsh-e-paa milaa
khudaa aur naakhudaa mil kar Dubo dein ye to mumkin hai
meri vajh-e-tabaahi sirf tufaan ho nahin saktaa
dekhte hi dekhte duniyaa se main uTh jaaungaa
dekhti ki dekhti rah jaaegi duniyaa mujhe
chamak jugnu ki barq-e-be-amaan maalum hoti hai
qafas mein rah ke qadr-e-aashiyaan maalum hoti hai
Ghazalग़ज़ल
ab kyaa bataaun main tire milne se kyaa milaa
अब क्या बताऊँ मैं तिरे मिलने से क्या मिला
anjaam har ik shai kaa ba-juz khaak nahin hai
अंजाम हर इक शय का ब-जुज़ ख़ाक नहीं है
vus'atein mahdud hain idraak-e-insaan ke liye
वुस'अतें महदूद हैं इदराक-ए-इंसाँ के लिए
jaras hai kaarvaan-e-ahl-e-aalam mein fughaan meri
जरस है कारवान-ए-अहल-ए-आलम में फ़ुग़ाँ मेरी
ab ai be-dard kyaa is ke liye irshaad hotaa hai
अब ऐ बे-दर्द क्या इस के लिए इरशाद होता है
mahfil-e-ishq mein jab naam tiraa lete hain
महफ़िल-ए-इश्क़ में जब नाम तिरा लेते हैं





