"pistan ko tere dekh ke miT jaa.e phir hubab dariya men ta-ba-sina agar tu naha.e sub.h"

Shah Naseer
Shah Naseer
Sherशेर
See all 95 →pistan ko tere dekh ke miT jaa.e phir hubab
पिस्ताँ को तेरे देख के मिट जाए फिर हुबाब
juun mauj haath mariye kya bahr-e-ishq men
जूँ मौज हाथ मारिए क्या बहर-ए-इश्क़ में
kam nahin hai afsar-shahi se kuchh taj-e-gada
कम नहीं है अफ़सर-शाही से कुछ ताज-ए-गदा
ka.abe se gharaz us ko na but-khane se matlab
काबे से ग़रज़ उस को न बुत-ख़ाने से मतलब
ai khal-e-rukh-e-yar tujhe Thiik banata
ऐ ख़ाल-ए-रुख़-ए-यार तुझे ठीक बनाता
mushkil hai rok ah-e-dil-e-daghdar ki
मुश्किल है रोक आह-ए-दिल-ए-दाग़दार की
Popular Sher & Shayari
190 total"juun mauj haath mariye kya bahr-e-ishq men sahil 'nasir' duur hai aur dam nahin raha"
"kam nahin hai afsar-shahi se kuchh taj-e-gada gar nahin bavar tujhe mun.im to donon tol taaj"
"ka.abe se gharaz us ko na but-khane se matlab ashiq jo tira hai na idhar ka na udhar ka"
"ai khal-e-rukh-e-yar tujhe Thiik banata ja chhoD diya hafiz-e-qur.an samajh kar"
"mushkil hai rok ah-e-dil-e-daghdar ki kahte hain sau sunar ki aur ik luhar ki"
ai khaal-e-rukh-e-yaar tujhe Thiik banaataa
jaa chhoD diyaa haafiz-e-quraan samajh kar
ghurur-e-husn na kar jazba-e-zulekhaa dekh
kiyaa hai ishq ne yusuf ghulaam aashiq kaa
mullaa ki dauD jaise hai masjid talak 'nasir'
hai mast ki bhi khaana-e-khummaar tak pahunch
ishq hi donon taraf jalva-e-dildaar huaa
varna is hiir kaa raanjhe ko rijhaanaa kyaa thaa
vasl ki raat ham-nashin kyunki kaTi na puchh kuchh
barsar-e-sulh mein rahaa us pe bhi vo laDaa kiyaa
dilaa us ki kaakul se rakh jama khaatir
pareshaan se haasil kab ik daam hogaa
Ghazalग़ज़ल
khaandaan-e-qais kaa main to sadaa se piir huun
ख़ानदान-ए-क़ैस का मैं तो सदा से पीर हूँ
khaal-e-mashshaata banaa kaajal kaa chashm-e-yaar par
ख़ाल-ए-मश्शाता बना काजल का चश्म-ए-यार पर
dekh tu yaar-e-baada-kash! main ne bhi kaam kyaa kiyaa
देख तू यार-ए-बादा-कश! मैं ने भी काम क्या किया
yaaro nahin itnaa mujhe qaatil ne sataayaa
यारो नहीं इतना मुझे क़ातिल ने सताया
jab talak charb na juun sham-e-zabaan kijiyegaa
जब तलक चर्ब न जूँ शम्-ए-ज़बाँ कीजिएगा
ik qaafila hai bin tire ham-raah safar mein
इक क़ाफ़िला है बिन तिरे हम-राह सफ़र में





