Sher
sab 'ashiq thak ga.e upload kar ke apni site par
visal-e-yar ki cd men sau sau pech-o-kham nikle

Shahid Jameel
sab 'ashiq thak ga.e upload kar ke apni site par
visal-e-yar ki cd men sau sau pech-o-kham nikle
zalzale ka tha safar jis men ki masti ham ne
khushk chaTTanon pe dauDa di hai kashti ham ne
khak-e-dil se hi uThe ab ke ghubar-e-mahtab
asman se koi elaan nahin hona hai
zalzale kaa thaa safar jis mein ki masti ham ne
khushk chaTTaanon pe dauDaa di hai kashti ham ne
khaak-e-dil se hi uThe ab ke ghubaar-e-mahtaab
aasmaan se koi elaan nahin honaa hai
sab 'aashiq thak gae upload kar ke apni site par
visaal-e-yaar ki cd mein sau sau pech-o-kham nikle
tumhaari yaadon ko ilzaam dete rahte hain
तुम्हारी यादों को इल्ज़ाम देते रहते हैं
maraz ik taraf aur davaa ik taraf
मरज़ इक तरफ़ और दवा इक तरफ़
mohabbat hai magar dhokaa nahin hai
मोहब्बत है मगर धोका नहीं है
har tarah ham hi tire saath hue jaate hain
हर तरह हम ही तिरे साथ हुए जाते हैं