"koi dilkash nazara ho koi dilchasp manzar ho tabi.at khud bahal jaati hai bahla.i nahin jaati"

Shakeel Badayuni
Shakeel Badayuni
Sherशेर
See all 92 →koi dilkash nazara ho koi dilchasp manzar ho
कोई दिलकश नज़ारा हो कोई दिलचस्प मंज़र हो
zindagi aa tujhe qatil ke havale kar duun
ज़िंदगी आ तुझे क़ातिल के हवाले कर दूँ
duniya ki rivayat se begana nahin huun
दुनिया की रिवायात से बेगाना नहीं हूँ
khul gaya un ki aarzu men ye raaz
खुल गया उन की आरज़ू में ये राज़
sitam-navazi-e-paiham hai ishq ki fitrat
सितम-नवाज़ी-ए-पैहम है इश्क़ की फ़ितरत
kitni dil-kash hain tiri tasvir ki ra.ana.iyan
कितनी दिल-कश हैं तिरी तस्वीर की रानाइयाँ
Popular Sher & Shayari
184 total"zindagi aa tujhe qatil ke havale kar duun mujh se ab khun-e-tamanna nahin dekha jaata"
"duniya ki rivayat se begana nahin huun chheDo na mujhe main koi divana nahin huun"
"khul gaya un ki aarzu men ye raaz ziist apni nahin para.i hai"
"sitam-navazi-e-paiham hai ishq ki fitrat fuzul husn pe tohmat laga.i jaati hai"
"kitni dil-kash hain tiri tasvir ki ra.ana.iyan lekin ai parda-nashin tasvir phir tasvir hai"
meraa azm itnaa buland hai ki paraae sholon kaa Dar nahin
mujhe khauf aatish-e-gul se hai ye kahin chaman ko jalaa na de
unhein apne dil ki khabrein mire dil se mil rahi hain
main jo un se ruuTh jaaun to payaam tak na pahunche
kaafi hai mire dil ki tasalli ko yahi baat
aap aa na sake aap kaa paighaam to aayaa
kal raat zindagi se mulaaqaat ho gai
lab thartharaa rahe the magar baat ho gai
lamhe udaas udaas fazaaein ghuTi ghuTi
duniyaa agar yahi hai to duniyaa se bach ke chal
shaguftagi-e-dil-e-kaarvaan ko kyaa samjhe
vo ik nigaah jo uljhi hui bahaar mein hai
Ghazalग़ज़ल
gham-e-jahaan ke fasaane talaash karte hain
ग़म-ए-जहाँ के फ़साने तलाश करते हैं
niyaaz-o-naaz ki ye shaan-e-zebaai nahin jaati
नियाज़-ओ-नाज़ की ये शान-ए-ज़ेबाई नहीं जाती
dil lazzat-e-nigaah karam paa ke rah gayaa
दिल लज़्ज़त-ए-निगाह करम पा के रह गया
zamin par fasl-e-gul aai falak par maahtaab aayaa
ज़मीं पर फ़स्ल-ए-गुल आई फ़लक पर माहताब आया
bekaar gai aaD tire parda-e-dar ki
बेकार गई आड़ तिरे पर्दा-ए-दर की
fareb-e-mohabbat se ghaafil nahin huun
फ़रेब-ए-मोहब्बत से ग़ाफ़िल नहीं हूँ





