Sher
mujhe bhi lamha-e-hijrat ne kar diya taqsim
nigah ghar ki taraf hai qadam safar ki taraf

Shehpar Rasool
mujhe bhi lamha-e-hijrat ne kar diya taqsim
मुझे भी लम्हा-ए-हिजरत ने कर दिया तक़्सीम
dusron ke zakhm bun kar oDhna asan nahin
दूसरों के ज़ख़्म बुन कर ओढ़ना आसाँ नहीं
main ne bhi dekhne ki had kar di
मैं ने भी देखने की हद कर दी
koi saaya na koi ham-saya
कोई साया न कोई हम-साया
rekhta ka ik naya majzub hai 'shahpar' rasul
रेख़्ता का इक नया मज्ज़ूब है 'शहपर' रसूल
'shahpar' miri hadon ka ta.ayyun kare koi
'शहपर' मिरी हदों का तअय्युन करे कोई
mujhe bhi lamha-e-hijrat ne kar diya taqsim
nigah ghar ki taraf hai qadam safar ki taraf
dusron ke zakhm bun kar oDhna asan nahin
sab qaba.en hech hain meri rida ke samne
main ne bhi dekhne ki had kar di
vo bhi tasvir se nikal aaya
koi saaya na koi ham-saya
ab-o-dana ye kis jagah laaya
rekhta ka ik naya majzub hai 'shahpar' rasul
shohrat us ke naam par ik nang hai bohtan hai
'shahpar' miri hadon ka ta.ayyun kare koi
ankhon se bah rahun ki ragon men phira karun
dusron ke zakhm bun kar oDhnaa aasaan nahin
sab qabaaein hech hain meri ridaa ke saamne
khayaal-o-khvaab ko naam-o-nasab ko achchhaa ho
puraane saalon se ye saal sab ko achchhaa ho
mujhe bhi lamha-e-hijrat ne kar diyaa taqsim
nigaah ghar ki taraf hai qadam safar ki taraf
main ne bhi dekhne ki had kar di
vo bhi tasvir se nikal aayaa
koi saaya na koi ham-saaya
aab-o-daana ye kis jagah laayaa
rekhta kaa ik nayaa majzub hai 'shahpar' rasul
shohrat us ke naam par ik nang hai bohtaan hai