Sher
dil mira dard ke siva kya hai
ibtida ye to intiha kya hai

Soz Hoshiarpuri
dil mira dard ke siva kya hai
दिल मिरा दर्द के सिवा क्या है
main ne har takhrib men dekhi hai ik ta.amir bhi
मैं ने हर तख़रीब में देखी है इक ता'मीर भी
ai mohabbat tujhe khabar hogi
ऐ मोहब्बत तुझे ख़बर होगी
piine ko yuun to shaikh bhi tayyar hain magar
पीने को यूँ तो शैख़ भी तैयार हैं मगर
ek parda sa hai fareb-e-nazar
एक पर्दा सा है फ़रेब-ए-नज़र
pas-e-murdan bhi musht-e-khak men kaisi ye vahshat hai
पस-ए-मुर्दन भी मुश्त-ए-ख़ाक में कैसी ये वहशत है
dil mira dard ke siva kya hai
ibtida ye to intiha kya hai
main ne har takhrib men dekhi hai ik ta.amir bhi
mera miT jaana bhi hai himmat-faza mere liye
ai mohabbat tujhe khabar hogi
dard uTh uTh ke DhunDhta kya hai
piine ko yuun to shaikh bhi tayyar hain magar
kahte hain shart ye hai girah se na zar khule
ek parda sa hai fareb-e-nazar
ye bhi uTThe to dekhna kya hai
pas-e-murdan bhi musht-e-khak men kaisi ye vahshat hai
uTha karti hai andhi ban ke khak-e-ra.egan meri
dil-e-haris hi apnaa na ho sakaa qaane
vagarna tere karam mein to kuchh kami na rahi
ek parda saa hai fareb-e-nazar
ye bhi uTThe to dekhnaa kyaa hai
jise samjhaa hai tu ai sang-dil mai-khvaariyaan meri
tire khalvat-kade mein hain vo shab-bedaariyaan meri
dil miraa dard ke sivaa kyaa hai
ibtidaa ye to intihaa kyaa hai
main ne har takhrib mein dekhi hai ik taamir bhi
meraa miT jaanaa bhi hai himmat-fazaa mere liye
pas-e-murdan bhi musht-e-khaak mein kaisi ye vahshat hai
uThaa karti hai aandhi ban ke khaak-e-raaegaan meri