Sher
ik samt ghar ke log hain ik samt 'ishq hai
ai naujavan laDki himaqat ki baat hai

Sultan Shaafi
ik samt ghar ke log hain ik samt 'ishq hai
इक सम्त घर के लोग हैं इक सम्त 'इश्क़ है
zindagi ek film hai meri
ज़िंदगी एक फ़िल्म है मेरी
vahshat ne mujh hasin ko behal kar diya
वहशत ने मुझ हसीन को बेहाल कर दिया
halanki ek shakhs tumhari jagah pe hai
हालाँकि एक शख़्स तुम्हारी जगह पे है
hamari aankh ke aansu sameTo
हमारी आँख के आँसू समेटो
puchh mujh se ki kis tarah main ne
पूछ मुझ से कि किस तरह मैं ने
ik samt ghar ke log hain ik samt 'ishq hai
ai naujavan laDki himaqat ki baat hai
zindagi ek film hai meri
jis men hansne ka scene hai hi nahin
vahshat ne mujh hasin ko behal kar diya
kamzor dil ke log na dekhen miri taraf
halanki ek shakhs tumhari jagah pe hai
lekin tumhara is se khala bhar nahin raha
hamari aankh ke aansu sameTo
tumhara is se kharcha chal raha hai
puchh mujh se ki kis tarah main ne
teri tasvir pe guzara kiya
zindagi ek film hai meri
jis mein hansne kaa scene hai hi nahin
vahshat ne mujh hasin ko behaal kar diyaa
kamzor dil ke log na dekhein miri taraf
puchh mujh se ki kis tarah main ne
teri tasvir pe guzaaraa kiyaa
haalaanki ek shakhs tumhaari jagah pe hai
lekin tumhaaraa is se khalaa bhar nahin rahaa
ik samt ghar ke log hain ik samt 'ishq hai
ai naujavaan laDki himaaqat ki baat hai
hamaari aankh ke aansu sameTo
tumhaaraa is se kharcha chal rahaa hai