Sher
raas aata hi nahin ham ko sakun
shanti ko bhang karna chahiye

T N Raaz
raas aata hi nahin ham ko sakun
रास आता ही नहीं हम को सकूँ
jo zakhm juda.i ke diye un pe miri jaan
जो ज़ख़्म जुदाई के दिए उन पे मिरी जाँ
meri masarraton ka sabab bas yahi to hai
मेरी मसर्रतों का सबब बस यही तो है
paise ka mol-tol hai ab ishq ka nahin
पैसे का मोल-तोल है अब इश्क़ का नहीं
jab se baDha hai shahr men mauton ka silsila
जब से बढ़ा है शहर में मौतों का सिलसिला
jab se akaD ke 'raz' main paDhne laga huun sher
जब से अकड़ के 'राज़' मैं पढ़ने लगा हूँ शे'र
raas aata hi nahin ham ko sakun
shanti ko bhang karna chahiye
jo zakhm juda.i ke diye un pe miri jaan
sasta sa hi marham tu lagane ke liye aa
meri masarraton ka sabab bas yahi to hai
main rishvaton ke biich men haa.il nahin raha
paise ka mol-tol hai ab ishq ka nahin
mahbub bhi bharose ke qabil nahin raha
jab se baDha hai shahr men mauton ka silsila
hamrah apne rakhta huun ik nauhagar ko main
jab se akaD ke 'raz' main paDhne laga huun sher
main bhi paDhe likhon men huun jahil nahin raha
raas aataa hi nahin ham ko sakun
shaanti ko bhang karnaa chaahiye
meri masarraton kaa sabab bas yahi to hai
main rishvaton ke biich mein haail nahin rahaa
paise kaa mol-tol hai ab ishq kaa nahin
mahbub bhi bharose ke qaabil nahin rahaa
jab se baDhaa hai shahr mein mauton kaa silsila
hamraah apne rakhtaa huun ik nauhagar ko main
jo zakhm judaai ke diye un pe miri jaan
sastaa saa hi marham tu lagaane ke liye aa
dil lagi ki baat Dhalti umr mein
'raaz' ki surat to dekhaa chaahiye