Quote
"agar phulon ki khvahish hai to sun lo kisi ki raah men kanTe na rakhna"

Tabish Mehdi
agar phulon ki khvahish hai to sun lo
अगर फूलों की ख़्वाहिश है तो सुन लो
der tak mil ke rote rahe raah men
देर तक मिल के रोते रहे राह में
takoge raah saharon ki tum miyan kab tak
तकोगे राह सहारों की तुम मियाँ कब तक
ajnabi raston par bhaTakte rahe
अजनबी रास्तों पर भटकते रहे
paDosi ke makan men chhat nahin hai
पड़ोसी के मकाँ में छत नहीं है
mire aibon ko ginvaya to sab ne
मिरे ऐबों को गिनवाया तो सब ने
"agar phulon ki khvahish hai to sun lo kisi ki raah men kanTe na rakhna"
"der tak mil ke rote rahe raah men un se baDhta hua fasla aur main"
"takoge raah saharon ki tum miyan kab tak qadam uThao ki taqdir intizar men hai"
"ajnabi raston par bhaTakte rahe arzuon ka ik qafila aur main"
"paDosi ke makan men chhat nahin hai makan apne bahut unche na rakhna"
"mire aibon ko ginvaya to sab ne kisi ne meri gham-khvari nahin ki"
mire aibon ko ginvaayaa to sab ne
kisi ne meri gham-khvaari nahin ki
ye maanaa vo shajar sukhaa bahut hai
magar us mein abhi saayaa bahut hai
der tak mil ke rote rahe raah mein
un se baDhtaa huaa faaslaa aur main
paDosi ke makaan mein chhat nahin hai
makaan apne bahut unche na rakhnaa
ajnabi raaston par bhaTakte rahe
aarzuon kaa ik qaafilaa aur main
agar phulon ki khvaahish hai to sun lo
kisi ki raah mein kaanTe na rakhnaa