Sher
farzi qisson jhuTi baton se akasr
sachcha.i ke qad ko naapa karta huun

Tanveer Samani
farzi qisson jhuTi baton se akasr
फ़र्ज़ी क़िस्सों झूटी बातों से अक्सर
kyuun na 'tanvir' phir iz.har ki jur.at kiije
क्यूँ न 'तनवीर' फिर इज़हार की जुरअत कीजे
gharon men qaid hain basti ke shorafa
घरों में क़ैद हैं बस्ती के शोरफ़ा
apne kandhe pe liye phirti hai ehsas ka bojh
अपने काँधे पे लिए फिरती है एहसास का बोझ
apni surat bhi kab apni lagti hai
अपनी सूरत भी कब अपनी लगती है
fikr ki aanch men pighle to ye ma.alum hua
फ़िक्र की आँच में पिघले तो ये मालूम हुआ
farzi qisson jhuTi baton se akasr
sachcha.i ke qad ko naapa karta huun
kyuun na 'tanvir' phir iz.har ki jur.at kiije
khamushi bhi to yahan ba.is-e-rusva.i hai
gharon men qaid hain basti ke shorafa
saDak par hain fasadi aur ghunDe
apne kandhe pe liye phirti hai ehsas ka bojh
zindagi kya kisi maqtal ki tamanna.i hai
apni surat bhi kab apni lagti hai
a.inon men khud ko dekha karta huun
fikr ki aanch men pighle to ye ma.alum hua
kitne pardon men chhupi zaat ki sachcha.i hai
farzi qisson jhuTi baaton se akasr
sachchaai ke qad ko naapaa kartaa huun
gharon mein qaid hain basti ke shorafaa
saDak par hain fasaadi aur ghunDe
kyuun na 'tanvir' phir izhaar ki jurat kiije
khaamushi bhi to yahaan baais-e-rusvaai hai
apne kaandhe pe liye phirti hai ehsaas kaa bojh
zindagi kyaa kisi maqtal ki tamannaai hai
apni surat bhi kab apni lagti hai
aainon mein khud ko dekhaa kartaa huun
fikr ki aanch mein pighle to ye maalum huaa
kitne pardon mein chhupi zaat ki sachchaai hai