Sher
tujh ko ho mere lams ki khvahish shadid-tar
tujh se tamam 'umr mira samna na ho

Waseem Haidar
tujh ko ho mere lams ki khvahish shadid-tar
तुझ को हो मेरे लम्स की ख़्वाहिश शदीद-तर
1 views
sunta rahta huun to vo kuchh bhi kahe jaata hai
सुनता रहता हूँ तो वो कुछ भी कहे जाता है
havas na puuri hui jab kahin to 'ilm hua
हवस न पूरी हुई जब कहीं तो 'इल्म हुआ
ab vo achchha mujhe pasand nahin
अब वो अच्छा मुझे पसंद नहीं
mire khamir pe saari hi sarf ho ga.i thi
मिरे ख़मीर पे सारी ही सर्फ़ हो गई थी
khushbuon ka nuzul hota tha
ख़ुशबूओं का नुज़ूल होता था
tujh ko ho mere lams ki khvahish shadid-tar
tujh se tamam 'umr mira samna na ho
sunta rahta huun to vo kuchh bhi kahe jaata hai
us ko lagta hai ki me'yar yahi hai apna
havas na puuri hui jab kahin to 'ilm hua
tire badan ka raha mujh ko aasra baDi der
ab vo achchha mujhe pasand nahin
jo bura bhi qubul hota tha
mire khamir pe saari hi sarf ho ga.i thi
phir us ke baa'd udasi na.i bana.i ga.i
khushbuon ka nuzul hota tha
pahle patta bhi phuul hota tha
qaid kartaa huun hasratein dil mein
phir inhein khud-kushi sikhaataa huun
tujh ko ho mere lams ki khvaahish shadid-tar
tujh se tamaam 'umr miraa saamnaa na ho
suntaa rahtaa huun to vo kuchh bhi kahe jaataa hai
us ko lagtaa hai ki me'yaar yahi hai apnaa
havas na puuri hui jab kahin to 'ilm huaa
tire badan kaa rahaa mujh ko aasraa baDi der
ab vo achchhaa mujhe pasand nahin
jo buraa bhi qubul hotaa thaa
mire khamir pe saari hi sarf ho gai thi
phir us ke baa'd udaasi nai banaai gai