chahat ka jab maza hai ki vo bhi hon be-qarar
donon taraf ho aag barabar lagi hui

Zaheer Dehlvi
Zaheer Dehlvi
Sherशेर
See all 38 →chahat ka jab maza hai ki vo bhi hon be-qarar
चाहत का जब मज़ा है कि वो भी हों बे-क़रार
ishq hai ishq to ik roz tamasha hoga
इश्क़ है इश्क़ तो इक रोज़ तमाशा होगा
kis ka hai jigar jis pe ye bedad karoge
किस का है जिगर जिस पे ये बेदाद करोगे
dil ko dar-us-surur kahte hain
दिल को दार-उस-सुरूर कहते हैं
shirkat gunah men bhi rahe kuchh savab ki
शिरकत गुनाह में भी रहे कुछ सवाब की
kuchh to hote hain mohabbat men junun ke asar
कुछ तो होते हैं मोहब्बत में जुनूँ के आसार
Popular Sher & Shayari
76 totalishq hai ishq to ik roz tamasha hoga
aap jis munh ko chhupate hain dikhana hoga
kis ka hai jigar jis pe ye bedad karoge
lo dil tumhen ham dete hain kya yaad karoge
dil ko dar-us-surur kahte hain
jalva-gah-e-huzur kahte hain
shirkat gunah men bhi rahe kuchh savab ki
tauba ke saath toDiye botal sharab ki
kuchh to hote hain mohabbat men junun ke asar
aur kuchh log bhi divana bana dete hain
bujhaaun kyaa charaagh-e-subh-gaahi
mire ghar shaam honi hai sahar se
chaahat kaa jab mazaa hai ki vo bhi hon be-qaraar
donon taraf ho aag baraabar lagi hui
shirkat gunaah mein bhi rahe kuchh savaab ki
tauba ke saath toDiye botal sharaab ki
kuchh to hote hain mohabbat mein junun ke aasaar
aur kuchh log bhi divaana banaa dete hain
samjheinge na aghyaar ko aghyaar kahaan tak
kab tak vo mohabbat ko mohabbat na kaheinge
ishq kyaa shai hai husn hai kyaa chiiz
kuchh idhar ki hai kuchh udhar ki aag
Ghazalग़ज़ल
muraadein koi paataa hai kisi ki jaan jaati hai
मुरादें कोई पाता है किसी की जान जाती है
phaTaa paDtaa hai joban aur josh-e-nau-javaani hai
फटा पड़ता है जोबन और जोश-ए-नौ-जवानी है
un ko haal-e-dil-e-pur-soz sunaa kar uTThe
उन को हाल-ए-दिल-ए-पुर-सोज़ सुना कर उट्ठे
vo jo kuchh kuchh nigah milaane lage
वो जो कुछ कुछ निगह मिलाने लगे
sakht dushvaar hai pahlu mein bachaanaa dil kaa
सख़्त दुश्वार है पहलू में बचाना दिल का
kuchh shikve-gile hote kuchh taish sivaa hotaa
कुछ शिकवे-गिले होते कुछ तैश सिवा होता





