Sher
sat.hi logon men gahra.i hoti hai
ye Duube to paani gahra hota hai

Zaheer Rahmati
sat.hi logon men gahra.i hoti hai
सतही लोगों में गहराई होती है
sadiyon men koi ek mohabbat hoti hai
सदियों में कोई एक मोहब्बत होती है
jis ki kuchh tabir na ho
जिस की कुछ ताबीर न हो
aur ehsas-e-jihalat baDh gaya
और एहसास-ए-जिहालत बढ़ गया
zamane bhar ko hai ummid usi se
ज़माने भर को है उम्मीद उसी से
khushi se apna ghar abad kar ke
ख़ुशी से अपना घर आबाद कर के
sat.hi logon men gahra.i hoti hai
ye Duube to paani gahra hota hai
sadiyon men koi ek mohabbat hoti hai
baaqi to sab khel tamasha hota hai
jis ki kuchh tabir na ho
khvab usi ko kahte hain
aur ehsas-e-jihalat baDh gaya
kis qadar paDh likh ke jahil ho ga.e
zamane bhar ko hai ummid usi se
vo na-ummid aisa kar raha hai
khushi se apna ghar abad kar ke
bahut ro.enge tum ko yaad kar ke
khushi se apnaa ghar aabaad kar ke
bahut roeinge tum ko yaad kar ke
kisi din uqda-e-mushkil bhi khultaa
kabhi ham par bhi tum aasaan hote
jis ki kuchh taabir na ho
khvaab usi ko kahte hain
sadiyon mein koi ek mohabbat hoti hai
baaqi to sab khel tamaashaa hotaa hai
aur ehsaas-e-jihaalat baDh gayaa
kis qadar paDh likh ke jaahil ho gae
zamaane bhar ko hai ummid usi se
vo naa-ummid aisaa kar rahaa hai