Shayari
baat mein baat usi ki hai suno tum jis ki
yuun to kahne ko sabhi munh mein zabaan rakhte hain
A
Ashk Rampuriik din vo mil gae the sar-e-rahguzar kahin
phir dil ne baiThne na diyaa umr bhar kahin
اک دن وہ مل گئے تھے سر رہ گزر کہیں
پھر دل نے بیٹھنے نہ دیا عمر بھر کہیں
इक दिन वो मिल गए थे सर-ए-रहगुज़र कहीं
फिर दिल ने बैठने न दिया उम्र भर कहीं
kam-umri mein sunet hain
mar jaate hain achchhe log
main tujh se saath bhi to umar bhar kaa chaahtaa thaa
so ab tujh se gilaa bhi umar bhar kaa ho gayaa hai
zindagi tu bhi hamein vaise hi ik roz guzaar
jis tarah ham tujhe barson se guzaare hue hain
mar gae 'joshish' isi daryaaft mein
kyaa kahein hai kaun si shai zindagi
mere rone kaa jis mein qissa hai
umr kaa behtarin hissa hai
zindagi pyaar bhari main ne yaqinan ji hai
aap piite hain to lagtaa hai ki main ne pi hai