SHAWORDS

khamoshi ke hain aangan aur sannaaTe ki divaarein — Saleem Ahmed

HomeSaleem AhmedShayari
khamoshi ke hain aangan aur sannaaTe ki divaarein
ye kaise log hain jin ko gharon se Dar nahin lagtaa
Urdu

خموشی کے ہیں آنگن اور سناٹے کی دیواریں
یہ کیسے لوگ ہیں جن کو گھروں سے ڈر نہیں لگتا

Hindi

ख़मोशी के हैं आँगन और सन्नाटे की दीवारें
ये कैसे लोग हैं जिन को घरों से डर नहीं लगता

Saleem Ahmed
Saleem Ahmed
Saleem Ahmed
poet106 quotes