palkein hain ki sargoshi mein khushbu kaa safar hai — Yusuf Azmi
palkein hain ki sargoshi mein khushbu kaa safar hai
aankhon ki khamoshi hai ki aavaaz kaa chehra
Urdu
پلکیں ہیں کہ سرگوشی میں خوشبو کا سفر ہے
آنکھوں کی خموشی ہے کہ آواز کا چہرہ
Hindi
पलकें हैं कि सरगोशी में ख़ुश्बू का सफ़र है
आँखों की ख़मोशी है कि आवाज़ का चेहरा

Yusuf Azmi
Yusuf Azmi
poet4 quotes