Sher
palken hain ki sargoshi men khushbu ka safar hai
ankhon ki khamoshi hai ki avaz ka chehra

Yusuf Azmi
palken hain ki sargoshi men khushbu ka safar hai
पलकें हैं कि सरगोशी में ख़ुश्बू का सफ़र है
main vaqt ke kohram men kho ja.un to kya gham
मैं वक़्त के कोहराम में खो जाऊँ तो क्या ग़म
paani ki maujon pe likkhi hai lamhon ki be-ruh kahani
पानी की मौजों पे लिक्खी है लम्हों की बे-रूह कहानी
simTe rahe to dard ki tanha.iyan milin
सिमटे रहे तो दर्द की तन्हाइयाँ मिलीं
palken hain ki sargoshi men khushbu ka safar hai
ankhon ki khamoshi hai ki avaz ka chehra
main vaqt ke kohram men kho ja.un to kya gham
DhunDega zamana miri avaz ka chehra
paani ki maujon pe likkhi hai lamhon ki be-ruh kahani
kya paaya hai kya khoya hai main sadiyon se khoj raha huun
simTe rahe to dard ki tanha.iyan milin
jab khul ga.e to dahr ki rusva.iyan milin
palkein hain ki sargoshi mein khushbu kaa safar hai
aankhon ki khamoshi hai ki aavaaz kaa chehra
main vaqt ke kohraam mein kho jaaun to kyaa gham
DhunDegaa zamaana miri aavaaz kaa chehra
paani ki maujon pe likkhi hai lamhon ki be-ruh kahaani
kyaa paayaa hai kyaa khoyaa hai main sadiyon se khoj rahaa huun
simTe rahe to dard ki tanhaaiyaan milin
jab khul gae to dahr ki rusvaaiyaan milin