"charagh-e-zindagi hoga farozan ham nahin honge chaman men aa.egi fasl-e-baharan ham nahin honge"

Abdul Majeed Salik
Abdul Majeed Salik
Sherशेर
See all 9 →charagh-e-zindagi hoga farozan ham nahin honge
चराग़-ए-ज़िंदगी होगा फ़रोज़ाँ हम नहीं होंगे
ishq hai be-gudaz kyuun husn hai be-niyaz kyuun
इश्क़ है बे-गुदाज़ क्यूँ हुस्न है बे-नियाज़ क्यूँ
na.i sham.en jalao ashiqi ki anjuman vaalo
नई शमएँ जलाओ आशिक़ी की अंजुमन वालो
hamare Dubne ke baad ubhrenge na.e taare
हमारे डूबने के बाद उभरेंगे नए तारे
hal-e-dil sun ke vo azurda hain shayad un ko
हाल-ए-दिल सुन के वो आज़ुर्दा हैं शायद उन को
jo unhen vafa ki sujhi to na ziist ne vafa ki
जो उन्हें वफ़ा की सूझी तो न ज़ीस्त ने वफ़ा की
Popular Sher & Shayari
18 total"ishq hai be-gudaz kyuun husn hai be-niyaz kyuun meri vafa kahan ga.i un ki jafa ko kya hua"
"na.i sham.en jalao ashiqi ki anjuman vaalo ki suuna hai shabistan-e-dil-e-parvana barson se"
"hamare Dubne ke baad ubhrenge na.e taare jabin-e-dahr par chhaTkegi afshan ham nahin honge"
"hal-e-dil sun ke vo azurda hain shayad un ko is hikayat pe shikayat ka guman guzra hai"
"jo unhen vafa ki sujhi to na ziist ne vafa ki abhi aa ke vo na baiThe ki ham uTh ga.e jahan se"
hamaare Dubne ke baad ubhreinge nae taare
jabin-e-dahr par chhaTkegi afshaan ham nahin honge
tujhe kuchh ishq o ulfat ke sivaa bhi yaad hai ai dil
sunaae jaa rahaa hai ek hi afsaana barson se
charaagh-e-zindagi hogaa farozaan ham nahin honge
chaman mein aaegi fasl-e-bahaaraan ham nahin honge
jo unhein vafaa ki sujhi to na ziist ne vafaa ki
abhi aa ke vo na baiThe ki ham uTh gae jahaan se
ishq hai be-gudaaz kyuun husn hai be-niyaaz kyuun
meri vafaa kahaan gai un ki jafaa ko kyaa huaa
haal-e-dil sun ke vo aazurda hain shaayad un ko
is hikaayat pe shikaayat kaa gumaan guzraa hai
Ghazalग़ज़ल
jo musht-e-khaak ho us khaak-daan ki baat karo
जो मुश्त-ए-ख़ाक हो उस ख़ाक-दाँ की बात करो
mire dil mein hai ki puchhun kabhi murshid-e-mughaan se
मिरे दिल में है कि पूछूँ कभी मुर्शिद-ए-मुग़ाँ से
khirad mein mubtalaa hai 'saalik' divaana barson se
ख़िरद में मुब्तला है 'सालिक' दीवाना बरसों से
vo hai hairat-fazaa-e-chashm-e-maani sab nazaaron mein
वो है हैरत-फ़ज़ा-ए-चश्म-ए-मा'नी सब नज़ारों में
charaagh-e-zindagi hogaa farozaan ham nahin honge
चराग़-ए-ज़िंदगी होगा फ़रोज़ाँ हम नहीं होंगे
ham-nafaso ujaD gaiin mehr-o-vafaa ki bastiyaan
हम-नफ़सो उजड़ गईं मेहर-ओ-वफ़ा की बस्तियाँ





