main yuun hi nahin apni hifazat men laga huun
mujh men kahin lagta hai ki rakkha hua tu hai

Abhishek Shukla
Abhishek Shukla
Sherशेर
See all 23 →main yuun hi nahin apni hifazat men laga huun
मैं यूँ ही नहीं अपनी हिफ़ाज़त में लगा हूँ
teri ankhon ke liye itni saza kaafi hai
तेरी आँखों के लिए इतनी सज़ा काफ़ी है
main ne jab khud ki taraf ghaur se dekha to khula
मैं ने जब ख़ुद की तरफ़ ग़ौर से देखा तो खुला
kabhi kabhi to ye vahshat bhi ham pe guzri hai
कभी कभी तो ये वहशत भी हम पे गुज़री है
us se kahna ki dhuan dekhne laa.iq hoga
उस से कहना कि धुआँ देखने लाइक़ होगा
main sochta huun bahut zindagi ke baare men
मैं सोचता हूँ बहुत ज़िंदगी के बारे में
Popular Sher & Shayari
46 totalteri ankhon ke liye itni saza kaafi hai
aaj ki raat mujhe khvab men rota hua dekh
main ne jab khud ki taraf ghaur se dekha to khula
mujh ko ik mere siva koi pareshani nahin
kabhi kabhi to ye vahshat bhi ham pe guzri hai
ki dil ke saath hi dekha hai Dubna shab ka
us se kahna ki dhuan dekhne laa.iq hoga
aag pahne hue main ja.unga paani ki taraf
main sochta huun bahut zindagi ke baare men
ye zindagi bhi mujhe soch kar na rah jaa.e
kabhi kabhi to ye vahshat bhi ham pe guzri hai
ki dil ke saath hi dekhaa hai Dubnaa shab kaa
us se kahnaa ki dhuaan dekhne laaiq hogaa
aag pahne hue main jaaungaa paani ki taraf
chalte hue mujh mein kahin Thahraa huaa tu hai
rasta nahin manzil nahin achchhaa huaa tu hai
jaane kyaa kuchh ho chhupaa tum mein mohabbat ke sivaa
ham tasalli ke liye phir se khagaaleinge tumhein
main sochtaa huun bahut zindagi ke baare mein
ye zindagi bhi mujhe soch kar na rah jaae
safar ke baad bhi zauq-e-safar na rah jaae
khayaal o khvaab mein ab ke bhi ghar na rah jaae
Ghazalग़ज़ल
aabru-e-shab-e-tira nahin rakhne vaale
आबरू-ए-शब-ए-तीरा नहीं रखने वाले
shahr mein raushaniyaan ghar mein ujaale kam hain
शह्र में रौशनियाँ घर में उजाले कम हैं
duaa ke bas kaa nahin bad-duaa ke bas kaa nahin
दुआ के बस का नहीं बद-दुआ' के बस का नहीं
khaak par khuun ki tahrir se pahchaane gae
ख़ाक पर ख़ून की तहरीर से पहचाने गए
harf lafzon ki taraf lafz maaani ki taraf
हर्फ़ लफ़्ज़ों की तरफ़ लफ़्ज़ मआ'नी की तरफ़
abhi to aap hi haail hai raastaa shab kaa
अभी तो आप ही हाइल है रास्ता शब का





