baDe sukun se afsurdagi men rahta huun
main apne samne vaali gali men rahta huun

Abid Malik
Abid Malik
Sherशेर
See all 10 →baDe sukun se afsurdagi men rahta huun
बड़े सुकून से अफ़्सुर्दगी में रहता हूँ
hazar ta.ane sunega khajil nahin hoga
हज़ार ताने सुनेगा ख़जिल नहीं होगा
zakhm aur peD ne ik saath dua mangi hai
ज़ख़्म और पेड़ ने इक साथ दुआ माँगी है
miyan ye ishq to sab TuuT kar hi karte hain
मियाँ ये इश्क़ तो सब टूट कर ही करते हैं
sab mujhe DhunDne nikle hain bujha kar ankhen
सब मुझे ढूँडने निकले हैं बुझा कर आँखें
nikal laa.e hain sab log us ke aks men naqs
निकाल लाए हैं सब लोग उस के अक्स में नक़्स
Popular Sher & Shayari
20 totalhazar ta.ane sunega khajil nahin hoga
ye vo hujum hai jo mushta.il nahin hoga
zakhm aur peD ne ik saath dua mangi hai
dekhiye pahle yahan kaun hara hota hai
miyan ye ishq to sab TuuT kar hi karte hain
kisi se hijr agar valihana ho jaa.e
sab mujhe DhunDne nikle hain bujha kar ankhen
baat nikli hai ki main khvab men paaya gaya huun
nikal laa.e hain sab log us ke aks men naqs
ye a.ina abhi tayyar hone vaala hai
zakhm aur peD ne ik saath duaa maangi hai
dekhiye pahle yahaan kaun haraa hotaa hai
hazaar taane sunegaa khajil nahin hogaa
ye vo hujum hai jo mushtail nahin hogaa
falak se kaise miraa gham dikhaai degaa tujhe
kabhi zamin pe aa aur zamin se dekh mujhe
baDe sukun se afsurdagi mein rahtaa huun
main apne saamne vaali gali mein rahtaa huun
miyaan ye ishq to sab TuuT kar hi karte hain
kisi se hijr agar vaalihaana ho jaae
ye mohabbat koi anjaan si shai hoti thi
kyaa ye kam hai ki ise teri badaulat samjhe
Ghazalग़ज़ल
kaun kahtaa hai ki vahshat mire kaam aai hai
कौन कहता है कि वहशत मिरे काम आई है
aakhiri baar zamaane ko dikhaayaa gayaa huun
आख़िरी बार ज़माने को दिखाया गया हूँ
aasudgaan-e-hijr se milne ki chaah mein
आसूदगान-ए-हिज्र से मिलने की चाह में
ye kaar-e-khair hai is ko na kaar-e-bad samho
ये कार-ए-ख़ैर है इस को न कार-ए-बद समझो
main ne logon ko na logon ne mujhe dekhaa thaa
मैं ने लोगों को न लोगों ने मुझे देखा था
gale lagaae mujhe meraa raazdaan ho jaae
गले लगाए मुझे मेरा राज़दाँ हो जाए





