ham faqiron ka pairahan hai dhuup
aur ye raat apni chadar hai

Abid Wadood
Abid Wadood
Sherशेर
See all 12 →ham faqiron ka pairahan hai dhuup
हम फ़क़ीरों का पैरहन है धूप
tire hathon men hai tiri qismat
तिरे हाथों में है तिरी क़िस्मत
main barishon men bahut bhigta raha 'abid'
मैं बारिशों में बहुत भीगता रहा 'आबिद'
ab qafas aur gulistan men koi farq nahin
अब क़फ़स और गुलिस्ताँ में कोई फ़र्क़ नहीं
is e'tibar pe kaaTi hai ham ne umr-e-aziz
इस ए'तिबार पे काटी है हम ने उम्र-ए-अज़ीज़
sab apne apne tariqe se bhiik mangte hain
सब अपने अपने तरीक़े से भीक माँगते हैं
Popular Sher & Shayari
24 totaltire hathon men hai tiri qismat
tiri izzat tire hi kaam se hai
main barishon men bahut bhigta raha 'abid'
sulagti dhuup men ik chhat bahut zaruri hai
ab qafas aur gulistan men koi farq nahin
ham ko khushbu ki talab hai ye saba janti hai
is e'tibar pe kaaTi hai ham ne umr-e-aziz
sahar ka vaqt ujale bhi saath la.ega
sab apne apne tariqe se bhiik mangte hain
koi ba-nam-e-mohabbat koi ba-jama-e-ishq
is e'tibaar pe kaaTi hai ham ne umr-e-aziz
sahar kaa vaqt ujaale bhi saath laaegaa
ham faqiron kaa pairahan hai dhuup
aur ye raat apni chaadar hai
main baarishon mein bahut bhigtaa rahaa 'aabid'
sulagti dhuup mein ik chhat bahut zaruri hai
yazid-e-vaqt ne ab ke lagaai hai qadghan
ki bhuul kar bhi na gaae koi taraana-e-ishq
ab qafas aur gulistaan mein koi farq nahin
ham ko khushbu ki talab hai ye sabaa jaanti hai
sab apne apne tariqe se bhiik maangte hain
koi ba-naam-e-mohabbat koi ba-jaama-e-ishq
Ghazalग़ज़ल
shiddat bahaar ki bhi gavaaraa nahin mujhe
शिद्दत बहार की भी गवारा नहीं मुझे
jab se dariyaa mein hai tughyaani bahut
जब से दरिया में है तुग़्यानी बहुत
charaagh bujh bhi chukaa raushni nahin jaati
चराग़ बुझ भी चुका रौशनी नहीं जाती
apne andar bhi ham-navaai nahin
अपने अंदर भी हम-नवाई नहीं
phaTaa huaa jo garebaan dikhaai detaa hai
फटा हुआ जो गरेबाँ दिखाई देता है
zakhm ke rang hain kyaa meri ridaa jaanti hai
ज़ख़्म के रंग हैं क्या मेरी रिदा जानती है





