yuun hi nimTa diya hai jis ko tu ne
vo qissa mukhtasar aisa nahin tha

Abrar Ahmad
Abrar Ahmad
Sherशेर
See all 21 →yuun hi nimTa diya hai jis ko tu ne
यूँ ही निमटा दिया है जिस को तू ने
jo bhi yakja hai bikharta nazar aata hai mujhe
जो भी यकजा है बिखरता नज़र आता है मुझे
markaz-e-jan to vahi tu hai magar tere siva
मरकज़-ए-जाँ तो वही तू है मगर तेरे सिवा
ye uunT aur kisi ke hain dasht mera hai
ये ऊँट और किसी के हैं दश्त मेरा है
tu kahin baiTh aur hukm chala
तू कहीं बैठ और हुक्म चला
firaq o vasl se haT kar koi rishta hamara hai
फ़िराक़ ओ वस्ल से हट कर कोई रिश्ता हमारा है
Popular Sher & Shayari
42 totaljo bhi yakja hai bikharta nazar aata hai mujhe
jaane yuun hai bhi ki aisa nazar aata hai mujhe
markaz-e-jan to vahi tu hai magar tere siva
log hain aur bhi is yaad purani men kahin
ye uunT aur kisi ke hain dasht mera hai
savar mere nahin sar-ban nahin mera
tu kahin baiTh aur hukm chala
ham jo hain tera bojh Dhone ko
firaq o vasl se haT kar koi rishta hamara hai
ki us ko chhoD paata huun na us ko thaam rakhta huun
yaad bhi teri miT gai dil se
aur kyaa rah gayaa hai hone ko
tu kahin baiTh aur hukm chalaa
ham jo hain teraa bojh Dhone ko
kahin koi charaagh jaltaa hai
kuchh na kuchh raushni rahegi abhi
bhar laae hain ham aankh mein rakhne ko muqaabil
ik khvaab-e-tamannaa tiri ghaflat ke baraabar
qisse se tire meri kahaani se ziyaada
paani mein hai kyaa aur bhi paani se ziyaada
har rukh hai kahin apne khad-o-khaal se baahar
har lafz hai kuchh apne maaani se ziyaada
Ghazalग़ज़ल
aur kyaa rah gayaa hai hone ko
और क्या रह गया है होने को
kuchh kaam nahin hai yahaan vahshat ke baraabar
कुछ काम नहीं है यहाँ वहशत के बराबर
ye bhi to kamaal ho gayaa hai
ये भी तो कमाल हो गया है
ye jo sar ham tiri chaukhaT se lagaae hue hain
ये जो सर हम तिरी चौखट से लगाए हुए हैं
hamaare beach agarche rahaa nahin kuchh bhi
हमारे बीच अगरचे रहा नहीं कुछ भी
zamin nahin ye miri aasmaan nahin meraa
ज़मीं नहीं ये मिरी आसमाँ नहीं मेरा





