be-rabti-e-hayat ka manzar bhi dekh le
thoDa sa apni zaat ke bahar bhi dekh le

Abu Mohammad Sahar
Abu Mohammad Sahar
Sherशेर
See all 15 →be-rabti-e-hayat ka manzar bhi dekh le
बे-रब्ती-ए-हयात का मंज़र भी देख ले
maana apni jaan ko vo bhi dil ka rog laga.enge
माना अपनी जान को वो भी दिल का रोग लगाएँगे
ishq ko husn ke atvar se kya nisbat hai
इश्क़ को हुस्न के अतवार से क्या निस्बत है
takmil-e-arzu se bhi hota hai gham kabhi
तकमील-ए-आरज़ू से भी होता है ग़म कभी
hindu se puchhiye na musalman se puchhiye
हिन्दू से पूछिए न मुसलमाँ से पूछिए
bala-e-jan thi jo bazm-e-tamasha chhoD di main ne
बला-ए-जाँ थी जो बज़्म-ए-तमाशा छोड़ दी मैं ने
Popular Sher & Shayari
30 totalmaana apni jaan ko vo bhi dil ka rog laga.enge
ahl-e-junun khud kya samjhe hain naseh kya samjha.enge
ishq ko husn ke atvar se kya nisbat hai
vo hamen bhuul ga.e ham to unhen yaad karen
takmil-e-arzu se bhi hota hai gham kabhi
aisi dua na maang jise bad-dua kahen
hindu se puchhiye na musalman se puchhiye
insaniyat ka gham kisi insan se puchhiye
bala-e-jan thi jo bazm-e-tamasha chhoD di main ne
khusha ai zindagi khvabon ki duniya chhoD di main ne
hindu se puchhiye na musalmaan se puchhiye
insaaniyat kaa gham kisi insaan se puchhiye
balaa-e-jaan thi jo bazm-e-tamaashaa chhoD di main ne
khushaa ai zindagi khvaabon ki duniyaa chhoD di main ne
hamein tanhaaiyon mein yuun to kyaa kyaa yaad aataa hai
magar sach puchhiye to ek chehraa yaad aataa hai
'sahar' ab hogaa meraa zikr bhi raushan-dimaaghon mein
mohabbat naam ki ik rasm-e-bejaa chhoD di main ne
ishq ke mazmun the jin mein vo risaale kyaa hue
ai kitaab-e-zindagi tere havaale kyaa hue
takmil-e-aarzu se bhi hotaa hai gham kabhi
aisi duaa na maang jise bad-duaa kahein
Ghazalग़ज़ल
har khauf har khatar se guzarnaa bhi sikhiye
हर ख़ौफ़ हर ख़तर से गुज़रना भी सीखिए
khvaabon kaa nashsha hai na tamannaa kaa silsila
ख़्वाबों का नश्शा है न तमन्ना का सिलसिला
kho ke dekhaa thaa paa ke dekh liyaa
खो के देखा था पा के देख लिया
ishq ki sai-e-bad-anjaam se Dar bhi na sake
इश्क़ की सई-ए-बद-अंजाम से डर भी न सके
ab tak ilaaj-e-ranjish-e-be-jaa na kar sake
अब तक इलाज-ए-रंजिश-ए-बे-जा न कर सके
ye to nahin ki baadiya-paimaa na aaegaa
ये तो नहीं कि बादिया-पैमा न आएगा





