sau milin zindagi se saughaten
ham ko avargi hi raas aa.i

Ali Sardar Jafri
Ali Sardar Jafri
Sherशेर
See all 21 →sau milin zindagi se saughaten
सौ मिलीं ज़िंदगी से सौग़ातें
purane saal ki ThiThuri hui parchha.iyan simTin
पुराने साल की ठिठुरी हुई परछाइयाँ सिमटीं
shikayaten bhi bahut hain hikayaten bhi bahut
शिकायतें भी बहुत हैं हिकायतें भी बहुत
bahut barbad hain lekin sada-e-inqalab aa.e
बहुत बर्बाद हैं लेकिन सदा-ए-इंक़लाब आए
ye mai-kada hai yahan hain gunah jam-ba-dast
ये मय-कदा है यहाँ हैं गुनाह जाम-ब-दस्त
kaam ab koi na aa.ega bas ik dil ke siva
काम अब कोई न आएगा बस इक दिल के सिवा
Popular Sher & Shayari
42 totalpurane saal ki ThiThuri hui parchha.iyan simTin
na.e din ka naya suraj ufuq par uThta aata hai
shikayaten bhi bahut hain hikayaten bhi bahut
maza to jab hai ki yaron ke ru-ba-ru kahiye
bahut barbad hain lekin sada-e-inqalab aa.e
vahin se vo pukar uThega jo zarra jahan hoga
ye mai-kada hai yahan hain gunah jam-ba-dast
vo madrasa hai vo masjid vahan milega savab
kaam ab koi na aa.ega bas ik dil ke siva
raste band hain sab kucha-e-qatil ke siva
inqalaab aaegaa raftaar se maayus na ho
bahut aahista nahin hai jo bahut tez nahin
sau milin zindagi se saughaatein
ham ko aavaargi hi raas aai
puraane saal ki ThiThuri hui parchhaaiyaan simTin
nae din kaa nayaa suraj ufuq par uThtaa aataa hai
daaman jhaTak ke vaadi-e-gham se guzar gayaa
uTh uTh ke dekhti rahi gard-e-safar mujhe
shikaayatein bhi bahut hain hikaayatein bhi bahut
mazaa to jab hai ki yaaron ke ru-ba-ru kahiye
ye kis ne phone pe di saal-e-nau ki tahniyat mujh ko
tamannaa raqs karti hai takhayyul gungunaataa hai
Ghazalग़ज़ल
khule hain mashriq-o-maghrib ki god mein gulzaar
खुले हैं मश्रिक-ओ-मग़रिब की गोद में गुलज़ार
vufur-e-shauq ki rangin hikaayatein mat puchh
वुफ़ूर-ए-शौक़ की रंगीं हिकायतें मत पूछ
baiThe hain jahaan saaqi paimaana-e-zar le kar
बैठे हैं जहाँ साक़ी पैमाना-ए-ज़र ले कर
aqide bujh rahe hain sham-e-jaan ghul hoti jaati hai
अक़ीदे बुझ रहे हैं शम-ए-जाँ ग़ुल होती जाती है
ham jo mahfil mein tiri sina-figaar aate hain
हम जो महफ़िल में तिरी सीना-फ़िगार आते हैं
farogh-e-dida-o-dil laala-e-sahar ki tarah
फ़रोग़-ए-दीदा-ओ-दिल लाला-ए-सहर की तरह





