ruko to yuun ki Thahar jaa.e gardish-e-dauran
chalo to aise ki saare jahan ko saath liye

Amanullah Khalid
Amanullah Khalid
Sherशेर
See all 9 →ruko to yuun ki Thahar jaa.e gardish-e-dauran
रुको तो यूँ कि ठहर जाए गर्दिश-ए-दौराँ
un ki tamanna meri koshish baham va.ade aur qasmen
उन की तमन्ना मेरी कोशिश बाहम वा'दे और क़स्में
main tujhe bhuul na paaya to ye chahat hai miri
मैं तुझे भूल न पाया तो ये चाहत है मिरी
kitab ziist men bab-e-alam bhi ho mahfuz
किताब ज़ीस्त में बाब-ए-अलम भी हो महफ़ूज़
vaqt ki tez havaon ne ajab moD liya
वक़्त की तेज़ हवाओं ने अजब मोड़ लिया
dard aisa diya ehsas-e-vafa ne ham ko
दर्द ऐसा दिया एहसास-ए-वफ़ा ने हम को
Popular Sher & Shayari
18 totalun ki tamanna meri koshish baham va.ade aur qasmen
kuchh meri taqdir ke sadqe baaqi sab halat ke naam
main tujhe bhuul na paaya to ye chahat hai miri
yaad rakkha hai jo tu ne tira ehsan janan
kitab ziist men bab-e-alam bhi ho mahfuz
siyah-rat ka manzar sahar men rakkha jaa.e
vaqt ki tez havaon ne ajab moD liya
phuul se haath jo the un men bhi patthar nikle
dard aisa diya ehsas-e-vafa ne ham ko
na dava ne hi shifa di na dua ne ham ko
vaqt ki tez havaaon ne ajab moD liyaa
phuul se haath jo the un mein bhi patthar nikle
un ki tamannaa meri koshish baaham vaade aur qasmein
kuchh meri taqdir ke sadqe baaqi sab haalaat ke naam
kitaab ziist mein baab-e-alam bhi ho mahfuz
siyaah-raat kaa manzar sahar mein rakkhaa jaae
dard aisaa diyaa ehsaas-e-vafaa ne ham ko
na davaa ne hi shifaa di na duaa ne ham ko
jise bhi dekho vahi ajnabi saa lagtaa hai
tumhaare shahr mein koi bhi aashnaa na milaa
main hi thaa ik aankh na bhaaon vo to ab bhi yaar hain tere
jin logon ne teraa charchaa baazaaron mein aam kiyaa
Ghazalग़ज़ल
dard aisaa diyaa ehsaas-e-vafaa ne ham ko
दर्द ऐसा दिया एहसास-ए-वफ़ा ने हम को
kuchh sochon ke kuchh fikron ke kuchh the ehsaasaat ke naam
कुछ सोचों के कुछ फ़िक्रों के कुछ थे एहसासात के नाम
nigaah-e-shauq ko jab teraa naqsh-e-paa na milaa
निगाह-ए-शौक़ को जब तेरा नक़्श-ए-पा न मिला
ghar apnaa vaadi-e-barq-o-sharar mein rakkhaa jaae
घर अपना वादी-ए-बर्क़-ओ-शरर में रक्खा जाए
raah-e-hasti ke har ik moD se bach kar nikle
राह-ए-हस्ती के हर इक मोड़ से बच कर निकले
hai miri ziist tire gham se farozaan jaanaan
है मिरी ज़ीस्त तिरे ग़म से फ़रोज़ाँ जानाँ





