tah kar chuke bisat-e-gham-o-fikr-e-rozgar
tab khanqah-e-ishq-o-mohabbat men aa.e hain

Amir Hamza Saqib
Amir Hamza Saqib
Sherशेर
See all 13 →tah kar chuke bisat-e-gham-o-fikr-e-rozgar
तह कर चुके बिसात-ए-ग़म-ओ-फ़िक्र-ए-रोज़गार
tumhari zaat havala hai surkh-rui ka
तुम्हारी ज़ात हवाला है सुर्ख़-रूई का
khabar bhi hai tujhe is daftar-e-mohabbat ko
ख़बर भी है तुझे इस दफ़्तर-ए-मोहब्बत को
meri barhana pusht thi koDon se sabz o surkh
मेरी बरहना पुश्त थी कोड़ों से सब्ज़ ओ सुर्ख़
lahu jigar ka hua sarf-e-rang-e-dast-e-hina
लहू जिगर का हुआ सर्फ़-ए-रंग-ए-दस्त-ए-हिना
ye gard hai miri ankhon men kin zamanon ki
ये गर्द है मिरी आँखों में किन ज़मानों की
Popular Sher & Shayari
26 totaltumhari zaat havala hai surkh-rui ka
tumhare zikr ko sab shart-e-fan banate hain
khabar bhi hai tujhe is daftar-e-mohabbat ko
jalane jalne men kya kya zamane lagte hain
meri barhana pusht thi koDon se sabz o surkh
gore badan pe us ke bhi niila nishan tha
lahu jigar ka hua sarf-e-rang-e-dast-e-hina
jo sauda sar men tha sahra khangalne men gaya
ye gard hai miri ankhon men kin zamanon ki
na.e libas bhi ab to purane lagte hain
tumhaari zaat havaala hai surkh-rui kaa
tumhaare zikr ko sab shart-e-fan banaate hain
teri khushbu tiraa paikar hai mire sheron mein
jaan yunhi nahin ye tarz-e-misaali meraa
meri duniyaa isi duniyaa mein kahin rahti hai
varna ye duniyaa kahaan husn-e-talab thi meraa
makaan ujaaD thaa aur laa-makaan ki khvaahish thi
so apne aap se baahar qayaam kar liyaa hai
khabar bhi hai tujhe is daftar-e-mohabbat ko
jalaane jalne mein kyaa kyaa zamaane lagte hain
ye gard hai miri aankhon mein kin zamaanon ki
nae libaas bhi ab to puraane lagte hain
Ghazalग़ज़ल
ab kahaan kaa junun ki mar rahiye
अब कहाँ का जुनूँ कि मर रहिए
pahra paani pe hai aur ju-e-sitam jaari hai
पहरा पानी पे है और जू-ए-सितम जारी है
dilon ki tarh ragon mein lahu dhaDaktaa hai
दिलों की तरह रगों में लहू धड़कता है
badan ke daf par lahu bahaa le de raft raftan thirak rahaa hai
बदन के दफ़ पर लहू बहा ले दे रफ़्त रफ़तन थिरक रहा है
gard-baad-e-sharaar hain ham log
गर्द-बाद-ए-शरार हैं हम लोग
barpaa kisi din mahfil-e-tanhaai kareinge
बरपा किसी दिन महफ़िल-ए-तन्हाई करेंगे





