khun-e-jigar ke qatre aur ashk ban ke Tapken
kis kaam ke liye the kis kaam aa rahe hain

Anand Narayan Mulla
Anand Narayan Mulla
Sherशेर
See all 37 →khun-e-jigar ke qatre aur ashk ban ke Tapken
ख़ून-ए-जिगर के क़तरे और अश्क बन के टपकें
tiri jafa ko jafa main to kah nahin sakta
तिरी जफ़ा को जफ़ा मैं तो कह नहीं सकता
rone vaale tujhe rone ka saliqa hi nahin
रोने वाले तुझे रोने का सलीक़ा ही नहीं
vo kaun hain jinhen tauba ki mil ga.i fursat
वो कौन हैं जिन्हें तौबा की मिल गई फ़ुर्सत
nizam-e-mai-kada saaqi badalne ki zarurat hai
निज़ाम-ए-मय-कदा साक़ी बदलने की ज़रूरत है
ab ban ke falak-zad dikhate hain hamen aankh
अब बन के फ़लक-ज़ाद दिखाते हैं हमें आँख
Popular Sher & Shayari
74 totaltiri jafa ko jafa main to kah nahin sakta
sitam sitam hi nahin hai jo dil ko raas aa.e
rone vaale tujhe rone ka saliqa hi nahin
ashk piine ke liye hain ki bahane ke liye
vo kaun hain jinhen tauba ki mil ga.i fursat
hamen gunah bhi karne ko zindagi kam hai
nizam-e-mai-kada saaqi badalne ki zarurat hai
hazaron hain safen jin men na mai aa.i na jaam aaya
ab ban ke falak-zad dikhate hain hamen aankh
zarre vahi kal jin ko uchhala tha hamin ne
shama ik mom ke paikar ke sivaa kuchh bhi na thi
aag jab tan mein lagaai hai to jaan aai hai
ishq mein vo bhi ek vaqt hai jab
be-gunaahi gunaah hai pyaare
main faqat insaan huun hindu musalmaan kuchh nahin
mere dil ke dard mein tafriq-e-imaan kuchh nahin
kahne ko lafz do hain ummid aur hasrat
in mein nihaan magar ik duniyaa ki daastaan hai
us ik nazar ke bazm mein qisse bane hazaar
utnaa samajh sakaa jise jitnaa shuur thaa
nizaam-e-mai-kada saaqi badalne ki zarurat hai
hazaaron hain safein jin mein na mai aai na jaam aayaa
Ghazalग़ज़ल
ab apne dida-o-dil kaa bhi e'tibaar nahin
अब अपने दीदा-ओ-दिल का भी ए'तिबार नहीं
jaan-e-afsaana yahi kuchh bhi ho afsaane kaa naam
जान-ए-अफ़्साना यही कुछ भी हो अफ़्साने का नाम
hijr ki shab ghaDi ghaDi dil se yahi savaal hai
हिज्र की शब घड़ी घड़ी दिल से यही सवाल है
miri baat kaa jo yaqin nahin mujhe aazmaa ke bhi dekh le
मिरी बात का जो यक़ीं नहीं मुझे आज़मा के भी देख ले
zindagi go kushta-e-aalaam hai
ज़िंदगी गो कुश्ता-ए-आलाम है
nazar khamosh hui arz-e-naa-tamaam ke baa'd
नज़र ख़मोश हुई अर्ज़-ए-ना-तमाम के बा'द





