sach ye hai ham hi mohabbat ka sabaq paDh na sake
varna an-paDh to na the ham ko paDhane vaale

Anwar Jamal Anwar
Anwar Jamal Anwar
Sherशेर
See all 11 →sach ye hai ham hi mohabbat ka sabaq paDh na sake
सच ये है हम ही मोहब्बत का सबक़ पढ़ न सके
shahr ki galiyon aur saDkon par phirte hain mayusi men
शहर की गलियों और सड़कों पर फिरते हैं मायूसी में
daman pe to har ek ke chhiTen hain khuun ki
दामन पे तो हर एक के छीटें हैं ख़ून की
hai taqaza-e-tahzib 'anvar'
है तक़ाज़ा-ए-तहज़ीब 'अनवर'
bahut asan hai mushtarka dilon men tafriq
बहुत आसान है मुश्तरका दिलों में तफ़रीक़
roz uTh jaati hai ghar men koi divar na.i
रोज़ उठ जाती है घर में कोई दीवार नई
Popular Sher & Shayari
22 totalshahr ki galiyon aur saDkon par phirte hain mayusi men
kaash koi 'anvar' se puchhe aise be-ghar kitne hain
daman pe to har ek ke chhiTen hain khuun ki
ab kis se puchhiye ki gunahgar kaun hai
hai taqaza-e-tahzib 'anvar'
mat kaho vo ki jo munh men aa.e
bahut asan hai mushtarka dilon men tafriq
baat to jab hai ki bichhDon ko milaya jaa.e
roz uTh jaati hai ghar men koi divar na.i
is tarah tang hua jaata hai angan apna
sach ye hai ham hi mohabbat kaa sabaq paDh na sake
varna an-paDh to na the ham ko paDhaane vaale
shahr ki galiyon aur saDkon par phirte hain maayusi mein
kaash koi 'anvar' se puchhe aise be-ghar kitne hain
tumhaare dil mein koi aur bhi hai mere sivaa
gumaan to hai zaraa saa magar yaqin nahin
husn aisaa ki zamaane mein nahin jis ki misaal
aur jamaal aisaa ki DhunDaa kare har khvaab-o-khayaal
ham fitratan insaan hain farishte to nahin hain
daavaa ye karein kaise ki laghzish nahin karte
kaisaa maqaam aayaa mohabbat ki raah mein
dil ro rahaa hai meraa magar aankh tar nahin
Ghazalग़ज़ल
chaDhte tufaan ko saahil se guzarnaa thaa miyaan
चढ़ते तूफ़ान को साहिल से गुज़रना था मियाँ
dard-e-dil ki davaa hai maah-e-nau
दर्द-ए-दिल की दवा है माह-ए-नौ
raat kaa kyaa zikr hai shaam-o-sahar aayaa nahin
रात का क्या ज़िक्र है शाम-ओ-सहर आया नहीं
zindagi apni khvaab jaisi hai
ज़िंदगी अपनी ख़्वाब जैसी है
be-ghar thaa phir chhoD gayaa ghar jaane kyuun
बे-घर था फिर छोड़ गया घर जाने क्यूँ
zamaana uf ye kaisaa ho rahaa hai
ज़माना उफ़ ये कैसा हो रहा है





