aa.ega vo din hamari zindagi men bhi zarur
jo andheron ko miTa kar raushni de ja.ega

Anwar Taban
Anwar Taban
Sherशेर
See all 19 →aa.ega vo din hamari zindagi men bhi zarur
आएगा वो दिन हमारी ज़िंदगी में भी ज़रूर
ye yaqin hai ki meri ulfat ka
ये यक़ीं है की मेरी उल्फ़त का
is khauf men ki khud na bhaTak jaa.en raah men
इस ख़ौफ़ में कि खुद न भटक जाएँ राह में
kisi ki barq-e-nazar se na bijliyon se jale
किसी की बर्क़-ए-नज़र से न बिजलियों से जले
har ek shakhs mira shahr men shanasa tha
हर एक शख़्स मिरा शहर में शनासा था
ji to ye chahta hai mar jaa.en
जी तो ये चाहता है मर जाएँ
Popular Sher & Shayari
38 totalye yaqin hai ki meri ulfat ka
hoga un par asar kabhi na kabhi
is khauf men ki khud na bhaTak jaa.en raah men
bhaTke huon ko raah dikhata nahin koi
kisi ki barq-e-nazar se na bijliyon se jale
kuchh is tarah ki ho ta.amir ashiyane ki
har ek shakhs mira shahr men shanasa tha
magar jo ghaur se dekha to main akela tha
ji to ye chahta hai mar jaa.en
zindagi ab tiri raza kya hai
hanste hanste nikal paDe aansu
rote rote kabhi hansi aai
khushi ki baat aur hai ghamon ki baat aur
tumhaari baat aur hai hamaari baat aur
har ek shakhs miraa shahr mein shanaasaa thaa
magar jo ghaur se dekhaa to main akelaa thaa
shaayad aa jaae kabhi dekhne vo rashk-e-masih
main kisi aur se is vaaste achchhaa na huaa
ji to ye chaahtaa hai mar jaaein
zindagi ab tiri razaa kyaa hai
sukun qalb ko jis se mil jaae 'taabaan'
ghazal koi aisi sunaa dijiyegaa
Ghazalग़ज़ल
lab par un kaa naam nahin hai
लब पर उन का नाम नहीं है
vafaa kaa miri kyaa silaa dijiyegaa
वफ़ा का मिरी क्या सिला दीजिएगा
pyaar kaa ik pal sukun-e-zindagi de jaaegaa
प्यार का इक पल सुकून-ए-ज़िंदगी दे जाएगा
mere lab par agar kabhi aai
मेरे लब पर अगर कभी आई
bahaar ban ke mire har nafas pe chhaai ho
बहार बन के मिरे हर नफ़स पे छाई हो
har ek shakhs miraa shahr mein shanaasaa thaa
हर एक शख़्स मिरा शहर में शनासा था





