tire mathe pe ye anchal bahut hi khuub hai lekin
tu is anchal se ik parcham bana leti to achchha tha

Asrarul Haq Majaz
Asrarul Haq Majaz
Sherशेर
See all 40 →tire mathe pe ye anchal bahut hi khuub hai lekin
तिरे माथे पे ये आँचल बहुत ही ख़ूब है लेकिन
ishq ka zauq-e-nazara muft men badnam hai
इश्क़ का ज़ौक़-ए-नज़ारा मुफ़्त में बदनाम है
dafn kar sakta huun siine men tumhare raaz ko
दफ़्न कर सकता हूँ सीने में तुम्हारे राज़ को
ye mere ishq ki majburiyan ma.az-allah
ये मेरे इश्क़ की मजबूरियाँ मआज़-अल्लाह
bahut mushkil hai duniya ka sanvarna
बहुत मुश्किल है दुनिया का सँवरना
chhup ga.e vo saz-e-hasti chheD kar
छुप गए वो साज़-ए-हस्ती छेड़ कर
Popular Sher & Shayari
80 totalishq ka zauq-e-nazara muft men badnam hai
husn khud be-tab hai jalva dikhane ke liye
dafn kar sakta huun siine men tumhare raaz ko
aur tum chaho to afsana bana sakta huun main
ye mere ishq ki majburiyan ma.az-allah
tumhara raaz tumhin se chhupa raha huun main
bahut mushkil hai duniya ka sanvarna
tiri zulfon ka pech-o-kham nahin hai
chhup ga.e vo saz-e-hasti chheD kar
ab to bas avaz hi avaz hai
tum ne to hukm-e-tark-e-tamannaa sunaa diyaa
kis dil se aah tark-e-tamannaa kare koi
taskin-e-dil-e-mahzun na hui vo sai-e-karam farmaa bhi gae
is sai-e-karam ko kyaa kahiye bahlaa bhi gae taDpaa bhi gae
Dubo di thi jahaan tufaan ne kashti
vahaan sab the khudaa kyaa naa-khudaa kyaa
yaa to kisi ko jurat-e-didaar hi na ho
yaa phir miri nigaah se dekhaa kare koi
ham arz-e-vafaa bhi kar na sake kuchh kah na sake kuchh sun na sake
yaan ham ne zabaan hi kholi thi vaan aankh jhuki sharmaa bhi gae
tumhin to ho jise kahti hai naakhudaa duniyaa
bachaa sako to bachaa lo ki Dubtaa huun main
Ghazalग़ज़ल
dil-e-khun-gashta-e-jafaa pe kahin
दिल-ए-ख़ूँ-गश्ता-ए-जफ़ा पे कहीं
'aql ki sath se kuchh aur ubhar jaanaa thaa
'अक़्ल की सत्ह से कुछ और उभर जाना था
dard ki daulat-e-bedaar ataa ho saaqi
दर्द की दौलत-ए-बेदार अता हो साक़ी
aao ab mil ke gulistaan ko gulistaan kar dein
आओ अब मिल के गुलिस्ताँ को गुलिस्ताँ कर दें
ye jahaan baargah-e-ritl-giraan hai saaqi
ये जहाँ बारगह-ए-रित्ल-ए-गिराँ है साक़ी
ye tirgi-e-shab hi kuchh subh-taraaz aati
ये तीरगी-ए-शब ही कुछ सुब्ह-तराज़ आती





