duur mujh se rahte hain saare gham zamane ke
teri yaad ki khushbu dil men jab Thaharti hai

Ateeq Anzar
Ateeq Anzar
Sherशेर
See all 15 →duur mujh se rahte hain saare gham zamane ke
दूर मुझ से रहते हैं सारे ग़म ज़माने के
tiri shokh ankhon men barha ka.i khvab dekhe hain pyaar ke
तिरी शोख़ आँखों में बारहा कई ख़्वाब देखे हैं प्यार के
use dekhne ki thi aarzu mujhe us ki thi baDi justuju
उसे देखने की थी आरज़ू मुझे उस की थी बड़ी जुस्तुजू
ik us ki zaat se jab mera e'tibar uTha
इक उस की ज़ात से जब मेरा ए'तिबार उठा
kahin bujhti hai dil ki pyaas ik do ghunT se 'anzar'
कहीं बुझती है दिल की प्यास इक दो घूँट से 'अनज़र'
tiri zulfon ke saa.e men agar ji luun main pal-do-pal
तिरी ज़ुल्फ़ों के साए में अगर जी लूँ मैं पल-दो-पल
Popular Sher & Shayari
30 totaltiri shokh ankhon men barha ka.i khvab dekhe hain pyaar ke
tira pyaar mera nasib hai kisi aur ko ye vafa na de
use dekhne ki thi aarzu mujhe us ki thi baDi justuju
magar us ke ariz-e-naz pe miri har nigah phisal ga.i
ik us ki zaat se jab mera e'tibar uTha
to phir kisi pe bhi aaya na e'tibar mujhe
kahin bujhti hai dil ki pyaas ik do ghunT se 'anzar'
main suraj huun mire hisse men dariya likh diya jaa.e
tiri zulfon ke saa.e men agar ji luun main pal-do-pal
na ho phir gham jo mere naam sahra likh diya jaa.e
use dekhne ki thi aarzu mujhe us ki thi baDi justuju
magar us ke aariz-e-naaz pe miri har nigaah phisal gai
shaam ke dhundlakon mein Dubtaa hai yuun suraj
jaise aarzu koi mere dil mein marti hai
bichhaDte vaqt anaa darmiyaan thi varna
manaanaa donon ne ik dusre ko chaahaa thaa
gaanv ke parinde tum ko kyaa pataa bideson mein
raat ham akelon ki kis tarah guzarti hai
gham ki band muTThi mein ret saa miraa jivan
jab zaraa kasi muTThi zindagi bikharti hai
kisi ne bhejaa hai khat pyaar aur vafaa likh kar
qalam se kaam diyaa hai mujhe khudaa likh kar
Ghazalग़ज़ल
na mil sakaa tari lahron mein bhi qaraar mujhe
न मिल सका तरी लहरों में भी क़रार मुझे
mire dil mein khushbu basi thi jo vo makaan apnaa badal gai
मिरे दिल में ख़ुश्बू बसी थी जो वो मकान अपना बदल गई
vo ghazal ki kitaab hai pyaare
वो ग़ज़ल की किताब है प्यारे
ashk in aankhon se ham dil mein bahaa kar dekhein
अश्क इन आँखों से हम दिल में बहा कर देखें
baad muddat mile kuchh kahaa na sunaa bhar gae zakhm purvaaiyaan so gaiin
बा'द मुद्दत मिले कुछ कहा न सुना भर गए ज़ख़्म पुरवाइयाँ सो गईं
guzishta raat koi chaand ghar mein utraa thaa
गुज़िश्ता रात कोई चाँद घर में उतरा था





