koi mile na mile be-qarar rahta hai
ki dil ka haal bhi ik mauj-e-ab jaisa hai

Athar Nadir
Athar Nadir
Sherशेर
See all 22 →koi mile na mile be-qarar rahta hai
कोई मिले न मिले बे-क़रार रहता है
koi nahin hai aisa ki apna kahen jise
कोई नहीं है ऐसा कि अपना कहें जिसे
log kya saada hain ummid-e-vafa rakhte hain
लोग क्या सादा हैं उम्मीद-ए-वफ़ा रखते हैं
tu har ik ka hai aur kisi ka nahin
तू हर इक का है और किसी का नहीं
ye inqilab-e-zamana nahin to phir kya hai
ये इंक़िलाब-ए-ज़माना नहीं तो फिर क्या है
ho ga.i shaam Dhal gaya suraj
हो गई शाम ढल गया सूरज
Popular Sher & Shayari
44 totalkoi nahin hai aisa ki apna kahen jise
kaisa tilism TuuTa hai apne guman ka
log kya saada hain ummid-e-vafa rakhte hain
jaise ma.alum nahin un ko haqiqat teri
tu har ik ka hai aur kisi ka nahin
log kahte rahen hamara chand
ye inqilab-e-zamana nahin to phir kya hai
amir-e-shahr jo kal tha vo hai faqiron men
ho ga.i shaam Dhal gaya suraj
din ko shab men badal gaya suraj
aadmi kaa amal se rishta hai
kaam aataa nahin nasab kuchh bhi
kis darja mire shahr ki dilkash hai fazaa bhi
maanus har ik chiiz hai miTTi bhi havaa bhi
dekho to har ik rang se miltaa hai miraa rang
socho to har ik baat hai auron se judaa bhi
raat aangan mein chaand utraa thaa
tum mile the ki khvaab dekhaa thaa
gham-gusaari ke liye ab nahin aataa hai koi
zakhm bhar jaane kaa imkaan na huaa thaa so huaa
jo dekhiye to zamaana hai tez-rau kitnaa
tulu-e-subh abhi hai to vaqt-e-shaam abhi
Ghazalग़ज़ल
raat aangan mein chaand utraa thaa
रात आँगन में चाँद उतरा था
ham ko maalum hai baaton ki sadaaqat teri
हम को मा'लूम है बातों की सदाक़त तेरी
main ki khud apne khayaalaat kaa zindaani huun
मैं कि ख़ुद अपने ख़यालात का ज़िंदानी हूँ
kuchh is adaa se vo mere dil-o-nazar mein rahaa
कुछ इस अदा से वो मेरे दिल-ओ-नज़र में रहा
gham ke maaron kaa hai sahaaraa chaand
ग़म के मारों का है सहारा चाँद
tu khush-nasib hai har shakhs hai asiron mein
तू ख़ुश-नसीब है हर शख़्स है असीरों में





