akela main hi nahin ja raha huun basti se
ye raushni bhi mire saath jaane vaali hai

Azhar Abbas
Azhar Abbas
Sherशेर
See all 10 →akela main hi nahin ja raha huun basti se
अकेला मैं ही नहीं जा रहा हूँ बस्ती से
yuun to har ek shakhs ka apna hi shor hai
यूँ तो हर एक शख़्स का अपना ही शोर है
apne virane ka nuqsan nahin chahta main
अपने वीराने का नुक़सान नहीं चाहता मैं
mujhe bayan kar raha tha koi shakhs
मुझे बयान कर रहा था कोई शख़्स
haath patthar se ho ga.e manus
हाथ पत्थर से हो गए मानूस
suna raha hai kahani hamen makinon ki
सुना रहा है कहानी हमें मकीनों की
Popular Sher & Shayari
20 totalyuun to har ek shakhs ka apna hi shor hai
lekin kisi se koi yahan bolta nahin
apne virane ka nuqsan nahin chahta main
ya.ani ab dusra insan nahin chahta main
mujhe bayan kar raha tha koi shakhs
main apni dastan DhunDhta raha
haath patthar se ho ga.e manus
shauq kuza-gari ka kya kiije
suna raha hai kahani hamen makinon ki
makan ke saath ye aadha jala hua bistar
apne viraane kaa nuqsaan nahin chaahtaa main
yaani ab dusraa insaan nahin chaahtaa main
akelaa main hi nahin jaa rahaa huun basti se
ye raushni bhi mire saath jaane vaali hai
hansi mazaaq ki baatein yahin pe khatm huiin
ab is ke baa'd kahaani rulaane vaali hai
tu kahaani ke badalte hue manzar ko samajh
khuun rote hue kirdaar ki jaanib mat dekh
yuun to har ek shakhs kaa apnaa hi shor hai
lekin kisi se koi yahaan boltaa nahin
jo rukaavaT thi hamaari raah ki
raasta niklaa usi divaar se
Ghazalग़ज़ल
panchhiyon ki kisi qataar ke saath
पंछियों की किसी क़तार के साथ
havaa-e-tez ke aage kahaan rahegaa koi
हवा-ए-तेज़ के आगे कहाँ रहेगा कोई
mujh ko itnaa to yaqin hai main huun
मुझ को इतना तो यक़ीं है मैं हूँ
ye raat aakhiri lori sunaane vaali hai
ये रात आख़िरी लोरी सुनाने वाली है
zindagi kaise lagi divaar se
ज़िंदगी कैसे लगी दीवार से
dekh qindil rukh-e-yaar ki jaanib mat dekh
देख क़िंदील रुख़-ए-यार की जानिब मत देख





