jo zakhm doston ne diye hain vo chhup to jaa.en
par dushmanon ki samt se patthar koi to aa.e

Aziz Qaisi
Aziz Qaisi
Sherशेर
See all 14 →jo zakhm doston ne diye hain vo chhup to jaa.en
जो ज़ख़्म दोस्तों ने दिए हैं वो छुप तो जाएँ
ka.i baar daur-e-kasad men gire mehr-o-mah ke daam bhi
कई बार दौर-ए-कसाद में गिरे मेहर-ओ-माह के दाम भी
chal 'qaisi' mele men chal kya rona tanha.i ka
चल 'क़ैसी' मेले में चल क्या रोना तन्हाई का
dilon ka khuun karo salim rakho gareban ko
दिलों का ख़ूँ करो सालिम रखो गरेबाँ को
aap ko dekh kar dekhta rah gaya
आप को देख कर देखता रह गया
ah-e-be-asar nikli naala na-rasa nikla
आह-ए-बे-असर निकली नाला ना-रसा निकला
Popular Sher & Shayari
28 totalka.i baar daur-e-kasad men gire mehr-o-mah ke daam bhi
magar ek qimat-e-jins-e-dil jo khari rahi to khari rahi
chal 'qaisi' mele men chal kya rona tanha.i ka
koi nahin jab tera mera sab mere sab tere
dilon ka khuun karo salim rakho gareban ko
junun ki rasm zamana hua uTha di hai
aap ko dekh kar dekhta rah gaya
kya kahun aur kahne ko kya rah gaya
ah-e-be-asar nikli naala na-rasa nikla
ik khuda pe takiya tha vo bhi aap ka nikla
kai baar daur-e-kasaad mein gire mehr-o-maah ke daam bhi
magar ek qimat-e-jins-e-dil jo khari rahi to khari rahi
nazar uThaao to jhuum jaaein nazar jhukaao to Dagmagaaein
tumhaari nazron se sikhte hain tariq maut-o-hayaat ke ham
tujhe siine se lagaa luun tujhe dil mein rakh luun
dard ki chhaanv mein zakhmon ki amaan mein aa jaa
aap ko dekh kar dekhtaa rah gayaa
kyaa kahun aur kahne ko kyaa rah gayaa
chal 'qaisi' mele mein chal kyaa ronaa tanhaai kaa
koi nahin jab teraa meraa sab mere sab tere
ab to faqat badan ki muravvat hai darmiyaan
thaa rabt-e-jaan-o-dil to shuruaat hi mein thaa
Ghazalग़ज़ल
zakhm hai siina abhi talvaar hai ehsaas abhi
ज़ख़्म है सीना अभी तलवार है एहसास अभी
vafaa na un ke na apne hi bas mein kyaa kiije
वफ़ा न उन के न अपने ही बस में क्या कीजे
aap ko dekh kar dekhtaa rah gayaa
आप को देख कर देखता रह गया
hain baam-o-dar ke jism kaTe aur jale hue
हैं बाम-ओ-दर के जिस्म कटे और जले हुए
har lamha be-sharm savaali lagtaa hai
हर लम्हा बे-शर्म सवाली लगता है
balaa-kashon pe kahaan pyaas kaa azaab na thaa
बला-कशों पे कहाँ प्यास का अज़ाब न था





