Sher
miri apni aur us ki aarzu men farq ye tha
mujhe bas vo use saara zamana chahiye tha

Bushra Ejaz
miri apni aur us ki aarzu men farq ye tha
मिरी अपनी और उस की आरज़ू में फ़र्क़ ये था
shab bhi hai vahi ham bhi vahi tum bhi vahi ho
शब भी है वही हम भी वही तुम भी वही हो
apne saare raste andar ki janib moD kar
अपने सारे रास्ते अंदर की जानिब मोड़ कर
jab raakh se uTThega kabhi ishq ka sho.ala
जब राख से उट्ठेगा कभी इश्क़ का शोला
mire nukta-dan tira fahm apni misal hai
मिरे नुक्ता-दाँ तिरा फ़हम अपनी मिसाल है
miri apni aur us ki aarzu men farq ye tha
mujhe bas vo use saara zamana chahiye tha
shab bhi hai vahi ham bhi vahi tum bhi vahi ho
hai ab ke magar apni saza aur tarah ki
apne saare raste andar ki janib moD kar
manzilon ka ik nishan bahar banana chahiye
jab raakh se uTThega kabhi ishq ka sho.ala
phir pa.egi ye khaak shifa aur tarah ki
mire nukta-dan tira fahm apni misal hai
main huun ek saada saval koi javab de
mire nukta-daan tiraa fahm apni misaal hai
main huun ek saada savaal koi javaab de
jab raakh se uTThegaa kabhi ishq kaa shoala
phir paaegi ye khaak shifaa aur tarah ki
shab bhi hai vahi ham bhi vahi tum bhi vahi ho
hai ab ke magar apni sazaa aur tarah ki
miri apni aur us ki aarzu mein farq ye thaa
mujhe bas vo use saaraa zamaana chaahiye thaa
apne saare raaste andar ki jaanib moD kar
manzilon kaa ik nishaan baahar banaanaa chaahiye
dil mein hai talab aur duaa aur tarah ki
दिल में है तलब और दुआ और तरह की
manzaron ke darmiyaan manzar banaanaa chaahiye
मंज़रों के दरमियाँ मंज़र बनाना चाहिए
miri raat meraa charaagh meri kitaab de
मिरी रात मेरा चराग़ मेरी किताब दे
mohabbat mein koi sadma uThaanaa chaahiye thaa
मोहब्बत में कोई सदमा उठाना चाहिए था