aarzu lutf talab ishq sarasar nakam
mubtala zindagi-e-dil inhin auham men hai

Dil Shahjahanpuri
Dil Shahjahanpuri
Sherशेर
See all 11 →aarzu lutf talab ishq sarasar nakam
आरज़ू लुत्फ़ तलब इश्क़ सरासर नाकाम
main gharq ho raha tha ki tufan-e-ishq ne
मैं ग़र्क़ हो रहा था कि तूफ़ान-ए-इश्क़ ने
shabab Dhalte hi aa.i piiri ma.aal par ab nazar hui hai
शबाब ढलते ही आई पीरी मआ'ल पर अब नज़र हुई है
kya jaane kis khayal se chhoDa pa hal-e-zar
क्या जाने किस ख़याल से छोड़ा प हाल-ए-ज़ार
mai-e-kausar ka asar chashm-e-siyah-fam men hai
मय-ए-कौसर का असर चश्म-ए-सियह-फ़ाम में है
aghaz-e-mohabbat se anjam-e-mohabbat tak
आग़ाज़-ए-मोहब्बत से अंजाम-ए-मोहब्बत तक
Popular Sher & Shayari
22 totalmain gharq ho raha tha ki tufan-e-ishq ne
ik mauj-e-be-qarar ko sahil bana diya
shabab Dhalte hi aa.i piiri ma.aal par ab nazar hui hai
baDi hi ghaflat men shab guzari kahan pahunch kar sahar hui hai
kya jaane kis khayal se chhoDa pa hal-e-zar
mujh par baDa karam hai mire charasaz ka
mai-e-kausar ka asar chashm-e-siyah-fam men hai
saqi-e-mast ajab kaif tire jaam men hai
aghaz-e-mohabbat se anjam-e-mohabbat tak
guzra hai jo kuchh ham par tum ne bhi suna hoga
ham ko bechain kiye jaate hain
haae kyaa shai vo liye jaate hain
ye bhigi raat ye ThanDaa samaan ye kaif-e-bahaar
ye koi vaqt hai pahlu se uTh ke jaane kaa
vaqt-e-rukhsat tasalliyaan de kar
aur bhi tum ne be-qaraar kiyaa
mai-e-kausar kaa asar chashm-e-siyah-faam mein hai
saaqi-e-mast ajab kaif tire jaam mein hai
aaghaaz-e-mohabbat se anjaam-e-mohabbat tak
guzraa hai jo kuchh ham par tum ne bhi sunaa hogaa
main gharq ho rahaa thaa ki tufaan-e-ishq ne
ik mauj-e-be-qaraar ko saahil banaa diyaa
Ghazalग़ज़ल
husn ne maan liyaa qaabil-e-taazir mujhe
हुस्न ने मान लिया क़ाबिल-ए-ताज़ीर मुझे
tamkin hai aur husn-e-garebaan hai aur ham
तम्कीं है और हुस्न-ए-गरेबाँ है और हम
be-sud hai ye josh-e-girya ai shama sahar ho jaane tak
बे-सूद है ये जोश-ए-गिर्या ऐ शम्अ' सहर हो जाने तक
maayus-e-azal huun ye maanaa naakaam-e-tamannaa rahnaa hai
मायूस-ए-अज़ल हूँ ये माना नाकाम-ए-तमन्ना रहना है
ab koi gham-gusaar hamaaraa nahin rahaa
अब कोई ग़म-गुसार हमारा नहीं रहा
ai 'ishq tu ne vaaqif-e-manzil banaa diyaa
ऐ 'इश्क़ तू ने वाक़िफ़-ए-मंज़िल बना दिया





