"nahin hai khuub sohbat har kisi kam-zarf se lekin nahin gar mante az-rah-e-nadani to behtar hai"
Fakhruddin Khan Mahir
Fakhruddin Khan Mahir
Sherशेर
nahin hai khuub sohbat har kisi kam-zarf se lekin
नहीं है ख़ूब सोहबत हर किसी कम-ज़र्फ़ से लेकिन
dil ke badle vo shokh chalte vaqt
दिल के बदले वो शोख़ चलते वक़्त
dil to be-tarah mera lag hi chala tha us se
दिल तो बे-तरह मेरा लग ही चला था उस से
ho umr daraz zakhm-e-dil ki
हो उम्र दराज़ ज़ख़्म-ए-दिल की
Popular Sher & Shayari
8 total"dil ke badle vo shokh chalte vaqt de gaya ham ko intizar apna"
"dil to be-tarah mera lag hi chala tha us se par main juun tuun ke bachaya ise khuddari se"
"ho umr daraz zakhm-e-dil ki jis se dar-e-dil ko baaz paaya"
ho umr daraaz zakhm-e-dil ki
jis se dar-e-dil ko baaz paayaa
nahin hai khuub sohbat har kisi kam-zarf se lekin
nahin gar maante az-raah-e-naadaani to behtar hai
dil to be-tarah meraa lag hi chalaa thaa us se
par main juun tuun ke bachaayaa ise khuddaari se
dil ke badle vo shokh chalte vaqt
de gayaa ham ko intizaar apnaa
Ghazalग़ज़ल
baat kiije ghair se aur ham se munh ko moDiye
बात कीजे ग़ैर से और हम से मुँह को मोड़िए
jab yaar dekhne ko gulzaar ghar se niklaa
जब यार देखने को गुलज़ार घर से निकला
liye main qadam jo us ke to kiyaa itaab ulTaa
लिए मैं क़दम जो उस के तो किया इताब उल्टा
vo be-navaa rah-o-rasm-e-qalandari jaane
वो बे-नवा रह-ओ-रस्म-ए-क़लंदरी जाने
hue ab ham se tum gar dushman-e-jaani to behtar hai
हुए अब हम से तुम गर दुश्मन-ए-जानी तो बेहतर है
main to mozaahim nahin ghair ke haan jaaiye
मैं तो मोज़ाहिम नहीं ग़ैर के हाँ जाइए





