"na koi ranj ka lamha kisi ke paas aa.e khuda kare ki naya saal sab ko raas aa.e"

Faryad Aazar
Faryad Aazar
Sherशेर
See all 11 →na koi ranj ka lamha kisi ke paas aa.e
न कोई रंज का लम्हा किसी के पास आए
main apni ruuh liye dar-ba-dar bhaTakta raha
मैं अपनी रूह लिए दर-ब-दर भटकता रहा
main jis men rah na saka ji-huzuriyon ke sabab
मैं जिस में रह न सका जी-हुज़ूरियों के सबब
ham ibtida hi men pahunche the intiha ko kabhi
हम इब्तिदा ही में पहुँचे थे इंतिहा को कभी
ada hua na qarz aur vajud khatm ho gaya
अदा हुआ न क़र्ज़ और वजूद ख़त्म हो गया
band ho jaata hai kuuze men kabhi dariya bhi
बंद हो जाता है कूज़े में कभी दरिया भी
Popular Sher & Shayari
22 total"main apni ruuh liye dar-ba-dar bhaTakta raha badan se duur mukammal vajud tha mera"
"main jis men rah na saka ji-huzuriyon ke sabab ye aadmi hai usi kamyab mausam ka"
"ham ibtida hi men pahunche the intiha ko kabhi ab intiha men bhi hain ibtida se lipTe hue"
"ada hua na qarz aur vajud khatm ho gaya main zindagi ka dete dete suud khatm ho gaya"
"band ho jaata hai kuuze men kabhi dariya bhi aur kabhi qatra samundar men badal jaata hai"
jo duur rah ke uDaataa rahaa mazaaq miraa
qarib aayaa to royaa gale lagaa ke mujhe
main jis mein rah na sakaa ji-huzuriyon ke sabab
ye aadmi hai usi kaamyaab mausam kaa
ham ibtidaa hi mein pahunche the intihaa ko kabhi
ab intihaa mein bhi hain ibtidaa se lipTe hue
aisi khushiyaan to kitaabon mein mileingi shaayad
khatm ab ghar kaa tasavvur hai makaan baaqi hai
adaa huaa na qarz aur vajud khatm ho gayaa
main zindagi kaa dete dete suud khatm ho gayaa
na koi ranj kaa lamha kisi ke paas aae
khudaa kare ki nayaa saal sab ko raas aae
Ghazalग़ज़ल
isi futur mein karb-o-balaa se lipTe hue
इसी फ़ुतूर में कर्ब-ओ-बला से लिपटे हुए
hissa-e-dard viraasat se ziyaada hi milaa
हिस्सा-ए-दर्द विरासत से ज़ियादा ही मिला
paDaa thaa likhnaa mujhe khud hi marsiya meraa
पड़ा था लिखना मुझे ख़ुद ही मर्सिया मेरा
vo le rahaa thaa miraa imtihaan qiston mein
वो ले रहा था मिरा इम्तिहान क़िस्तों में
hazaaron khvaahishein rakhne ki majburi nahin hoti
हज़ारों ख़्वाहिशें रखने की मजबूरी नहीं होती
is tamaashe kaa sabab varna kahaan baaqi hai
इस तमाशे का सबब वर्ना कहाँ बाक़ी है





